Top 15 Redmi Note 9 Pro Max Pro and Cons Should You Know Before Buy

Redmi Note 9 Pro Max Pro one of the most popular smartphone hai 2020-2021 mein. Agar aap ek best phone purchase karna chate ho under 14,999 rupees ke ander toh yeh phone hamesa top per rahega. Is ke bad bhi Redmi Note 9 Pro Max pro and cons bahut sara hai jo ki aapko jan lena chahiye taki Redmi Note 9 Pro Max phone purchase kar lene ke baad aapko koi bhi problem face karna na pade.

Redmi Note 9 Pro Max Pro and Cons

Pro

  • 16.9cm (6.67) FHD+ 60hz DotDisplay In-Display Camera diya gaya hai is phone mein jo aapko super cool colours and 20:9 Cinematic experience dena waha hai.
  • 5020mAh Battery hai Redmi Note 9 Pro Max phone mein and is battery ko app 100% charge karke rakh doge and kuch bhi nahi karege toh yeh phone aapko 20.5 days tak ki battery backup de sakti hai – Music + Headset = 210 hours battery backup milega – VoLTE Calling = 29 hours backup – Gaming = 11  hours tak ki battery backup mil sakta hai is phone se.
  • Total 4 back side cameras and 1 Front Camera diya gaya hai is phone mein and back camera ke ander Night Mode 2.0 ki support hai jisse aap raat ke time aapni her ek picture ko perfectly capture kar payenge.
Redmi Note 9 Pro Max Camera Sample
  • Is phone ke front and back mein aapko gorilla glass 5.0 ki protection diya gaya hai jisse phone hath se gir bhi jye to tudne ki daar nahi rahega.
  • Processor Qualcomm Snapdragon 720G diya gaya hai Redmi Note 9 Pro and Redmi Note 9 Pro Max phone mein but Redmi Note 9 Pro Max ke ander processor ko aache se optimize kara gaya hai as compare to Redmi Note 9 Pro. Isse kya hoga aapko better performance and smooth user experience milega.
  • Redmi Note 9 Pro Max 6GB or 8GB wale RAM variant mein aata hai jismein se aap koi bhi kyu na lo others kisi bhi Redmi note series phone se aacha is Redmi Note 9 Pro Max phone me aapko RAM management dekhne ko milega. Kisi bhi aap ko aap within 1s ke ander open kar payenge without any lag issues.
  • Is phone mein processor kafi aache hone ke karan aapko bahut aacha 4G internet speed milega is phone ko use karte time and joki mere liye sabse jyada impotent cheez hai gaming ke time nahi wo ping aapko bahut jyada milega.
  • Sale ke time yeh phone aapko under 13,999 rupees ke ander bhi dekhne ko mil jayega and ek under 15,000 rupees wale phone ke hisab se is phone ki look and design just brilliant hai jo ki aapko ek premium feel dene wala hai.
  • Pubg performance just super awesome milega aapko lag ya fir frame drop kya hota hai wo aap bhul jayenge agar aapne kabhi Redmi Note 9 Pro Max mein pubg play karenge toh.
  • 50-60 minutes ke ander yeh phone aapka 100% charged ho jata hai joki dekhan jaye toh is price range ke ander bahut jyada dil khus kar dene wali baat hai and is phone ke sath aapko 33w ki Fast Charger in Box milega.
See also  RHOA: 7 Unknown Facts that May Surprise You! | RHOA Unknown Facts

Cons

  • Under 15,000 rupees price range ke ander Samsung or realme wale Amoled display wale phone provide karte hai but redmi note 9 pro max phone mein IPS Panel milega.
  • Ads kafi jyada irritating raha hai mi phones ke ander jo ki aapko is phone ke ander bhi dekhne ko milega. Aur kabhi kabhi aapko 18+ ads bhi dekhne ko milta hai jo aapko kisi relative ke samne sarminda kar sakta hai.
  • Metallic look mein aapko redmi note 9 pro max phone me aapko plastic body milta hai jo ki is phone ki build quality ko thoda bahut down kar deti hai.
  • Continuously 3-4 hour’s tak gaming karne se aapko heating issue face karna padega is phone me.
  • Inbox aapke is phone mein MIUI 11 Dekhne ko milega jo aapke after purchase update karna hai. Agar Xiaomi wale Inbox MIUI 12 provide karte in phone ke sath toh wo jyada aacha raheta.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top