Top 15 Redmi Note 10 Pro Max Pro and Cons Change Your Decision

Redmi Note 10 Pro Max Redmi Note series ka last device hone wala hai and Redmi Note series ab tak ka sabse best and most popular smartphone series raha hai all over the world.

Redmi Note 10 Pro Max pro and cons ko lekar aaj hum log discuss karenge and main aapko guarantee dekar bolta hun agar aap is article ko full read kar lenge toh aapko her ek Redmi Note 10 Pro Max pro and cons pata lag jayega purchase karne se pahle.

Redmi Note 10 Pro Max Pro and Cons

  • Yeh redmi note series ki first and last device hone wala hai jisme 5G supported hai.
  • Redmi ne aaj tak kisi bhi note series phone ke ander AMOLED display nahi diya hai but Redmi Note 10 Pro Max ke mein aapko 6.67″ 120Hz AMOLED display milega jisse aapko her ek kam karte hua ek alag e outstanding experience milne wala hai.
  • Under 20,000 price ke ander kisi phone mein 108MP camera ka milna just impossible tha but Redmi Note 10 Pro Max ne yeh problem solve kar diya hai. Is phone ke Back side me aapko total (108MP + 8MP UW + 5MP Macro + 2MP Depth) 4 Cameras milega and front mein diya gaya hai 16MP wala selfie camera.
  • Snapdragon 732G processor kisi type ke heavy weight games ko smoothly run karane ke liye perfect hai and uske sath sath agar aap 8GB RAM wala variant lete ho toh bhai Redmi Note 10 Pro Max mein aap pubg ko UHD karke bhi khelenge toh fir bhi aapko lag problem face karna nahi padega.
  • Bettery life aapko Redmi Note 10 Pro Max ke ander jyada aacha dekhne ko milega as compared to Redmi Note 9 Pro Max jab ki dono e phone ke ander aap 5020 mAh ki battery milta hai lekin Redmi Note 10 Pro Max ke ander battery ko Redmi Note 9 Pro Max se bhi jyada aache se optimize kara gaya hai.
  • Matte Glass Back is phone ki look ko aur bhi jyada attractive bana deti hai and ek high range smartphone jitna feeling milega aapko isse.
  • 5G Supported hone ke liye is phone ke ander aapko kabhi bhi Pubg, Free Fire, Call of Duty Mobile jaise onlne games kahelte time ping problem dekhne ko nahi milega.
  • always on display feature aapko Redmi Note 10 Pro Max ke ander dekhne ko milega joki bahut sare redmi users ki dream tha ki redmi note series ke ander always on display it’s just amazing.
  • Redmi Note 10 Pro Max ke ander aapko Inbox MIUI 12 Milega with Android 10 yeh ek badhot accha sign hai is phone ki. Aapko Update ke liye wait nahi karna padega.
  • Within 1 hours ke ander aap is phone ko complete charge kar sakte ho kyu ki Redmi Note 10 Pro Max ke sath aapko 33W wala super fast charger milega in box.
See also  Top 15 Redmi Note 9 Pro Max Pro and Cons Should You Know Before Buy

Redmi Note 10 Pro Max Pro and Cons

  • Redmi Note 10 Pro Max mein 6000 mAh ki battery agar Xiaomi wale de dete toh aur aacha hota aap ke liye yeh phone. Baat ki jaye agar Samsung ki toh aapko is price range ke ander super AMOLED display and 6000 mAh ki battery Samsung provide kar raha hai.
  • MIUI 12 mein as compared to MIUI 11 Jyada battery draining issues aapko face karna padega.
  • Redmi Note 9 Pro Max se aapko jo wala charger milta hai wo same charger Redmi Note 10 Pro Max ke sath bhi milta hai. Agar isse thoda better 45w tak ki charger milta toh best raheta.
  • Yeh wala ek 5G phone hai toh bhai is wale phone se jyda radiation nikalne wala hai jo hamare liye aacha nahi hai.
  • Redmi Note 10 Pro Max phone ki look Redmi Note 8 or Redmi Note 9 ke mutabik thoda fika fika sa hai jo aur thoda premium looking banaya ja sakta tha.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top