In dino hamen se jyadatar log ghar baithe heavily Internet surfing kar rahe hai… Jaise ki online movies dekhna, pubg free fire call of duty mobile legend like online smartphone games khelna, alag alag social media space live aana ya fir Bollywood Hollywood movies download karke dekhna ine sabhi chijon ke liye aapko chahie high speed 4G internet connection ta yeh sara kam aap easily kar payenge bina kisi buffering ke. Aur yeh slow internet speed problem kyon hota hai pata hai aapko, yeh hota hai sirf aur sirf ek hi server ke upar bahut jyada load padne ke karan yani server overloaded problem but iska ek 100% working solution hai jiska use karke har kisi ko best of the best unloading and downloading internet speed milega.
Aur wo particular popular server per net surfing karna matlab low speed internet mean agar aap sirf Google official server use karte rahenge to aapko jyada downloading and uploading speed nahin milega kyunki Google server ko sirf aap nahin millions of users use kar rahe hai. to aapko kya karna hai ek different typical service karna padega taki us server per traffic kam se kam ho and ud service se jo bhi internet speed milna chahie osara aapko mil sake, isase aur bhi acche se samjha jaaye to aapke liye samajhna aasan rahega, for example Google ka jo official service wo 1 million log use karte hai, usi jagah per agar aap Yahoo ya fer Bing server use karte ho or chaho to aap Microsoft server ko bhi as a example pakad sakte ho to usmein traffic kam aata hai as compare to Google. Matlab ki traffic kam aane se aapko jyada downloading or uploading speed milega. Usi tarah se agar aap aap Jio ya fir Airtel official server use karte ho to aapko maximum highly internet speed milega kisi bhi time kisi bhi jagah per kisi bhi phone par, to aaj main aapko one of the greatest Pro APN setting dikhaunga joki jio and Airtel SIM ke liye hai and is APN mein server different hone ke Karan uses alag-alag service per bat jaenge isase har kisi ko maximum downloading and uploading speed milega jisse aap chaho to is lockdown mein din bhar online soch dekh sakte ho ya fir pubg free fire call of duty mobile legend like games Khel kar bhi apna time spend kar paoge.
Ab main aapko Bata deta hun is APN setting ko aap kisi bhi Android phone mein create kaise karenge iske liye aap simply phone setting option to aapko sim card and mobile network naam se ek option dekhne Ko mil jaega to aap use option per click kijiye then aapko dekhne ko milega aapane jo jo sim laga rakha hai aapane phone mein, usmein se koi bhi ek sim ko open kijiye. Jis bhi sim pe aap is APN ko set karna chahte ho to aap ko teen number per ek option dikhega jo ki rahega access point names naam se use per aap tap kijiye then aapko ek plus icon dikhega ya fir add on button bhi rah sakta hai is per aap click kijiye ye to aapke samne ek form a jaega use per aapko niche diye gaye APN setting score feel karna padega.
———————————————–
Name – Neon ©73™
APN – jiogaming /airtelgaming
Proxy – Not Set
Port – Not Set
Username – neon2020
Password – Not Set
Server – www.Jio.com / www.Airtel.in
MMSC – Not Set
MMS Proxy – Not Set
MMS Port – Not Set
MCC – (Do not change)
MNC – (Do not change)
Authentication Type – PAP
APN Type – default
APN Protocol – IPv4/IPv6
APN Roaming Protocol – IPv4/IPv6
Bearer – All
MVNO Type – None
——————————————————-
NOTE: Is website mein aapko har ek APN settings dekhne Ko nahin milega bas kuchh hi APN is website mein available rahega.
Bhai ek aisa apn do jo kalyani me kam karta ho plz,baki sare kam kiye,ye Bala thora slow dera he