ENABLE TOP NEW GAMING FEATURES 2021 | PUBG PING PROBLEM

To friends aaj main aapko kuch gaming features baata ne wala hun jiska use karke aap pubg free fire like games me high ping problem ya fir lag problem ko hamesa ke liye fix kar sakte ho wo bhi just 1 click me. Is ke liya aapko koi bhi 3ed party application install karna nahin padega. jo bhi settings hai hum logo ke phone ke ander e diya raheta hai bas aapko yeh sara settings enable ya fir disable karna hai. Toh agar aap me aabhi tak TechnoMind Ujjwal YouTube channel ko subscribe nahin kiya hai to aabhi ja ker subcribe kijiye and sathi bell icon ko bhi baja dejiye ga taki aisehi tips and tricks, hidden features aur APN settings wali videos aapko mil sake.

Features  1 – Toh 1st features ke liye aap  setting option me jaiye uske bad aap niche thoda sa scroll down karenge to aapko lock screen karke ek option dekhne ko milega usper aapko click karna hai, us per click kartai aapko Glance karke ek features dekhne ko mileg. Main filhal MI phome use kar raha hun toh yeh per likha hua hai Glance for MI, yeh features alag alag phone me alag alag nam se bhi rahe sakta hai. Is features ka kam kya hai wo main aapko baata deta hun taki aap aache se samaj sako is features ko, Is features ke madad se hum logon ke phone me lock screen diya raheta hai usme different types of wallpapers dhikhaya jata hai taki lock screen aur bhi jyada beautiful ho jaye. Toh is features ko open karne ke bad aapko niche ek option milega “update wallpapers using data” is aapko definitely off karke rakhna hai thik hai. Ishe agar aap off karke rakhenge toh aapka internet data kafi hath rak save to ho e jayega us ke sath sath jabhi aap pubg free fire like games khelenge to ho sakta hai yeh features us time automatically but yeh off kar dene se automatically wallpapers download nahin hoga and aapko ping bhi aacha khasa milta rahega.

See also  GET GAME DRIVER & ANDROID 10 UPDATE IN ANY PHONE 2021

Features 2 –  Iske baad 2nd features bhi aaoko setting option ke ander hi milta hai. Setting option me aane ke bad aapko wapas se thoda sa niche scroll down karna padega toh aapko additional settings dekhne ko milega toh us per aap jaiye, us per jane ke bad aapko accessibility ka option dekhne ko mil jayega joki kafi jyada importent roll play karta hai hum logon ke phone mein. Toh usper jane ke bad aapko niche scroll down karna hai toh aapko aur ek special features milega jo ki hai accessibility manu, usper aapko click karna hai and is accessibility manu features ko on kar dena hai. On kartai aapko aapke phone ke niche ek new button dekhne ko mileha human ka jo ki accessibility manu hai aur isse aap bahut sare tricks kar skate ho aapne phone mein. Iske bad aapko pubg ya fir free fire jo bhi aap game khelte ho wo aap open kar lijiye. Toh pubg free fire mein match khelte time kahi kabar hota hai ki hum e scope nahin mil pata hai uthna jaldi toh hum log kya karenge kisi ek safe place mein jaker us human button per click karke accessibility setting option ko open kar lenge then aapko niche scroll down karna hai uske bad Magnification ka option hai us mein jaker Magnify with triple tab features ko open karke ishe enable kar dena hai. Isse aap reddot se bhi kafi jyada zoom kar sakte ho and aap samne wale ko isse jyada aasanise kill kar payenge, aur yeh bahut badiya features hai jabhi aapko scope nahin milta hai toh is features ka aap use karke dekhiyega but is features ka ke nuksan bhi hai jaise ki aap kisi bhi jagey per teen bar tab karenge to automatically us jagey per zoom ho jayega jo ki kafi dikkat bhara ho sakta hai toh jabhi aapko zarurat pare ya fir agar aapko scope nahin mil raha hai to ushi time aap is features ko use kejiyega nahin toh wapas se aapko Magnify with triple tab option me jaker is feature ko aapko off kar dena hai.

See also  Apne Phone ki Battery Backup Kaise Badhaye 100% Working Article #93

Features 3 – Number 3 per jo features aata hai wo kafi kam ka hai and yah pubg lags ko ekdam fix kar sakta hai isse agar app dhan se apne phone me set karte ho toh. To dekhiye is ke liye aapko sabse pahele security application per jana hai, security application mein jane ke baad aapko battery and performance neib jaker apps battery saver per click karna hai, click kartai aapko thoda sa loading dekhne ko milsakta hai uske baad aap pubg ko find karke open kar lejiye than aapko isse no restrictions pe set karna hai. Uske bad aap pubg game open karke  graphic ko smooth or FPS ko ultra or extreme pe set kar denge to bhai aapke phone me pubg bilkul bhi lag nahin karega but is setting se aapke phone me battery thoda sa jyada use ho sakta hai lekin pubg khelte time lag aapko bilkul bhi face karna nahin padega. Zero lag mein aap pubg or free fire likes games ko khel sakte ho wo bhi bina kisi applications ko download and use kiye.

Features 4 – Ab pubg aapne open kar liya hai to pubg ke ander bhi aapko main ek features baata deta hun jo ki kafi sare log jante nahin hai. Pubg ke ander jo resources packs diya raheta hai matlob ki jo bhi dresses ya fir maps diya raheta hai downloading ke liye unsabhi cizo ko aap download bilkul bhi mat ke jiye agar aapke phone me pubg bahut jyada lag karta hai to. Kyu ki in sabhi packs ko download karne se game size aur bhi jyada ho jane ke karan aapke phone me lag aapko bahut jyada face karna pad sakta hai but isse pahele jo settings ya fir features dhikhaya hai maine aapko uske sath sath is trick ko bhi aap apply karenge to aap check kijiyega aapko kafi zyada smooth gameplay dekhne ko milega, thoda sa bhi bhai aapke phone me game lag nahin karega and fream drop ka jo problem aapke phone me hua karta hai wo sabhi solve ho jayega last do settings ko apply kar dene se.

See also  Enable Ping Under 40ms Feature in Any Phone Fix Pubg Ping Problem

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top