100% WORKING PUBG LAG FIX ANDROID 2021 | PUBG MOBILE INDIA

Bhai ab tak maine jitne bhi pubg lags ko lekar article likha hai usmein se sabse badhiya article yeh wala hone wala hai. Aaj main aapko kayi sa re mind-blowing application se rubaru karunga aur uske sath sath aaj main aapko dikhane wala hun ek top secret application jiska use karke aap 2 GB ya fir 3GB RAM wale phone mein bhi pubg ko without any lag jo hai Khel payenge. Aur wo application aapke pubg account ke liye bhi bilkul harmful nahin hone wala 100% safe application hai, just app ko 2-3 clicks usmein karna hai bus sab ka pubg jo hai ek dam makan ki tarah chalne lagega. Tu agar Apne Abhi Tak TechnoMind Ujjwal YouTube channel ko subscribe nahin kiya hai to Abhi jakar subscribe kijiye and Shashi bell icon ko bhi press kar dijiyega aise interesting videos and articles daily padhne ke liye.

HD Wallpaper 2020 – tu sabse pahle Jo application aata hai wo hai HD wallpapers 2020. Iske andar aapko bhai tabahi wallpaper collections dekhne ko milega wo bhi super HD quality mein. Jaise ki is aap ke andar category section mein jaenge to yahan per jo neon category diya gaya hai vah to mujhe bhai sabse jyada pasand hai. Is aap se badhiya aapko kahin per bhi neon wallpapers collections dekhne Ko nahin milega. aur is app se wallpaper download karne ke liye aap kisi bhi ek wallpaper ko open kijiye then niche diye Gaye button per tab karke aapko download icon per click karna padega to vah wala wallpaper aapke phone ke gallery mein save ho jaega vah bhi high quality ke sath.

Notification History – ab second application aapko bahut kam aane wala hai, dekhiae kabhi kabar kya hota hai jab bhi ham internet connection on karte Hain to Kai sare application se hamen main notifications baghera milta rahata hai aur usmein se kuch important rahata hai and kuchh useless. Aur ham log un sabhi chijon ko Bina dekhe all per tab karke clear kar de hai sara. to use time ho sakta hai aapane kuch important notifications bhi clear kar diya hoga, to taab yeh app jo hai bahut jyada kam aane wala hai aapko. Is aap ko basically Naam hi Diya Gaya hai notification history karke. Special app ko open kartai aapko ek simple sa interface dekhne ko milega aapka jo bhi notification aaya hua tha jo ki Apne clear kar diya thodi der pahle vah sar notification aapko is aapke andar wapas se dekhne Ko mil jaega and sabse badhiya jo chij hai wo hai aap kisi bhi notification ko is app ke andar sei access kar sakte ho. For example aapko kisi ne message kiya tha WhatsApp per to aapane clear kar diya hoga Sara to aapko yahan per WhatsApp message per tab karke use message ka bhi aap reply kar payenge is aap ke Ande se jo ki bahut badhiya hai yah app ko definitely download karke rakhna chahie taki aapko kabhi bhi pareshani ka Samna Na Karna pade.

See also  Battlegrounds Mobile India Lag Fix Android App in Hindi Article #81

WhatsMock – Ab 3 number per Jo application aata hai vah sabse jyada majedar hai aur mujhe to bhai bahut pasand hai yah wala application. Is application ki name basically WhatsMock hai. Aur is application ko open karti aapko WhatsApp like interface dikhane ko milega aur aapko dekhne ko milega ek message icon. To aapko kya karna hai aapko use message icon per tab karke ek contract create kar lena hai ya fir aap achho to kisi bhi ek contact ko utha sakte ho, to contact uthane ke baad aapko same to same WhatsApp message like interface dekhne Ko milta hai then jabhi app yeh se kisi Ko kuchh type karke send karne jaenge to to aapko 2 arrow icon dekhne ko milega ek right Arrow aur ek left arrow, to message type karne ke bad jab bhi aap right wale Arrow per click karke kuchh bhi aap messages send karenge toy application dikhega ki aapane use particular Insan ko message send kiya hai usi tarah se jab bhi aap messages type karne ke bad left wale Arrow icon per click karke message send karenge to likh aaega ki jise aapane message send kiya tha usi ki taraf se reply aaya hai. Is application ko use karke aap meme banaa sakte ho. WhatsApp wala Jo memes rahata hai wo ise application se banaya jata hai. Aap bhi aapna khud Ka memes banakar Facebook WhatsApp insta per share kar sakte ho. Aur is app se friends ke sath prank karne mein bahut maja aata hai jaise ki bhai dekh tere girlfriend ko maine pata liya hai, bahut badhiya lagta hai yaar same to same interface jata hai WhatsApp like koi bhi pakad nahin payega.

See also  ENABLE TOP NEW GAMING FEATURES 2021 | PUBG PING PROBLEM

Dolby On – number 4 per jo application aata hai vahi Dolby ki taraf se Dolby On. Agar aap voice recording karte ho ya fir agar aap ek singer Ho to yeh application aapko bahut kam aane wala hai, is application se aap best of the best audio recording kar payenge. Recording karne ke liye aap just Mac button per tab kijiye then aap ko counting dekhne ko milega 3-2-1 use time aap ko ekadam chupchap rahana hai taki aapka noise reduction Ho paye Sahi tadike se then recording ke bad aapko track open karna hai open karne ke bad niche diye Gaye sound tool option per aapko jana hai jaane ke bad aapko kai sare features iske andar dekhne Ko milta hai. Jaise ki noise reduction Ho Gaya, baas Ho Gaya boost ho gaya, then aapko niche diye Gaye share button per tab karna hai to aap save kar payenge audio ko apne phone mein main yah fir aap chaho to use audio Ko kisi bhi platform per share bhi kar sakte ho.

Gaming Mode – ab dekhte hai ham log sabse best application jiska use karke aap pubg mobile ko khel payenge 2 GB 3 GB RAM Wale phone me. Iske liye main use kar raha hun gaming mode nam se ek application jo ki kafi badhiya application hone ke sath sath iska interface bhi bahut jyada simple hai. Aapko bas yahan per jo bhi chijen dikh raha hai jaise ki block calls, block notifications, hide notification when off, silent ring, uske bad Ho Gaya clear background task or show fps ine sabhi chijon per aapko ek ek karke theek kar dena hai kyunki jab bhi ham logon ke phone mein pubg mobile khelte time call ya fir notification vagera aata hai to is time kafi jyada load padta hai processor ke upar aur pubg ham logon ke phone mein lag ya fir main frame drop bagera dekhne ko milta hai. To ine sabhi chijon per thik karne ke bad niche me aapko on button dikhega use per click karke aapko gaming mode ko on kar lena hai, then app bahar sai pubg ko on karke play karenge to to bhaiya aapka pubg Jo hai wo ekadam makan like smoothness ke sath chalne lagega, aur iske sath sath main aapko bata do is app ke andar aapko gfx tool free me dekhne Ko milta hai jo ki main aapko bilkul bhi recommend nahin karta but agar aapke pass 2 GB ram wala phone hai aur aap pubg mobile khelna chahte ho tu bhai aapko gfx tool use karna per sakta hai. Aur Gfx tool use karte time bhi aap ko ekdam Low se low setting karna padega tabhi aapki 2 GB ram wale phone mein pubg mobile smoothly run kar sakta hai.

See also  Phone Heat Hone se Kaise Roke 2021 New Tricks Article #87

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top