ENABLE AUTO RAM ANALYSIS AND SOLVE PUBG LAG PROBLEM

Friend pubg me frame drop or lag problem un logon ko jyada face karna padta hai jo log 2 GB 3 GB 4 GB RAM wale phone me pubg hai. To is chiz ko aaj hum log ek smart tradike se fix karenge taki app 2 GB 3 GB 4 GB RAM wale phone me pubg ko ek dam aarem se khel payo wo bhi bina kisi lag problem ke. Toh aabhi se subscribe kijiye TechnoMind Ujjwal channel ko aur sathi Bell icon ko bhi press kar dijiyega aisi awesome videos and articles pane ke liye.

Aur is ke liye hum log ek application use karenge aur us application ke andar se aapko pubg open nahin karna hai, jaise ki aap pubg open karte ho baher se waisei aap pubg open kejiyega but is application ke use karke hum log kuch settings karenge hamare phone mein taki aapka phone pubg khelne ke kiye ekdam perfect ho jaye aur yeh application 100% safe and secured hai matlob ki is aap ke ander se aapko pubg open karna Nahin padega to is app se aapke pubg account me kuch bhi problem nahin hone wala hai.

aur application open karne se pahle main aapko bata dena chahunga is application ko Kahan se download karna hai agar aap full is ke liye full article read karenge to aapko pata chal jaega. Nahin to ab dhundhte rah jaaoge yeh secret application aapko kabhi bhi nahin milega.

Tho is application ko open Karti aapko ek simple sa interface dekhne ko milta hai And is application ke madad se aap Kisi bhi Android phone ko boost up per sakte ho taki use phone mein pubg or pubg like games bilkul bhi lag na Karen.

See also  100% Working Trick to Solve Pubg Ping Problem | Pubg Ping Fix 2021

Sabse pahle aapko jo button dikhega application open kartai wo hai optimisation button. use optimise button per tab Karke aap apne phone ke andar har garbage files ko delete kar sakte ho jo ki pubg log ko solve karne mein kafi jyada effective hai and internal storage khali ho jane per matlab ki optimise karne par Apne device ko pubg lags kafi had tak solve ho jata hai. Uske bad aapko isi tab ke andar niche RAM analysis tool bhi milta hai jisko abhi uska sakte ho time to time kitne percent RAM aapke phone mein use ho raha hai dekhne ke liye.

Iske bad aap is application mein second tab per jaenge to aapko milega addvance screen recorder features jisko use Karke aap pubg gameplay aur pubg like games ko khelte time screen record kar payenge is ke liye aapko application open karne ke baad second tab me jaker pubg ya fir us game ko jise aap record karna chate ho uske side mein bane hue setting option mein click kijiye then aapko kafi sar option mil jaega jaise ki screen resolution, frame rate, video bitrate, record internal audio etc. Ine sabhi features ko aap use kar sakte ho.

Uske bad aap back aane ke baad play button per tap kar denge to aap ka screen recording chalu ho jaega aur iski man recording ke sath sath mein aapko recommend karunga aap pubg ko ya fir jis bhi game ko record karna chahte ho use game mein graphics kam se kam rakhi hai. Vaise bhi is application se screen recording karte time game lag Nahin karta hai but phir bhi aap graphics hukam rakhenge to aapke device ke upar load kam se kam aayega.

See also  Genius Smartphone Hacks You Should be Know 2021

Iske baad next tab aata hai is application mein wo hai battery optimization. Is battery features ko use Karke aap apne phone mein extreme power saver ko on kar sakte ho jo ki main on nahin karunga aur main aapko bhi suggest nahin karta ki aap apne phone mein extreme battery power saver ko on karo is application se

kyunki is extreme battery power saver ko on karne ke liye hamen system modification permission dena padta hai is application ko jo ki main filhal dena Nahin chahta hun but aap dena chahte ho to is application ke andar aap extreme battery saver ko on kijiye usse aapke phone mein battery power kafi jyada boost ho jaega and isse aap lambe time tak pubg like games ya fir pubg khel payenge.

iske bad aap next tab per jaenge to aapko ek bahut kamal ka features mil jata hai Jo ki hai ek cooldown features. Is application se aap bahut aasani se apni phone ko cooldown kar payenge aur yah bahut jyada effective bhi hai jaise ki is feature se aap apne phone ko cool down karenge to dekhega Aapka phone me temperature kafi jyada niche aa jaega and main aapko suggest karunga is features ko aao time to time use karte rahiyega aapki device ke liye bahut fayda mant hai.

Iske baad last me aap ko milega junk cleaner is app ke andar. Jaise ki aap ke phone ke andar bhi cleaner application Diya rahata hai use cleaner apps cleaner app bahut jyada behtarin hai matlab ki lakho gunah achha hai.

See also  Bina Battery Use Kiye Pubg Khele 1 Secret Setting Karke | TechnoMind Ujjwal pubg battery drain fix

Aapke phone per Jo cleaner app diya gaya hai use chhodkar aap kuchh din is application ke cleaner features ko use karenge to bhai main aapko guarantee ke sath bol raha hun aap default cleaner app ko use karna bhul jaenge a cleaner app bahut behtarin Tarah se catch and junk files ko clean karta hai aur agar baat hai hundred percent catch or junk files clean karne ki tui app ki alternative aapko kahin per bhi dekhne ko Nahin milega.

Download Link Generated

You have to wait 30 seconds.
 

Toh yah sara setting complete ho jane ke bad jab bhi aap apne 2GB 3GB 4GB RAM wale phone se pubg khelenge to dekhega pubg ekadam cream like smoothness ke sath chalne lagega andis ke bad se Kabhi bhi aapko lag problem face karna Nahin padega.

3 thoughts on “ENABLE AUTO RAM ANALYSIS AND SOLVE PUBG LAG PROBLEM”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top