Pubg, free fire, call of duty mobile, mobile legend like online games khelne time ping lag sab Ko face karna padta hai. Aur Yeh serf India mehi nahin world wild global issue hai ban chuka hai. Is problem ko fix karne ke liye bahut sare upay hai but usmein se kuchh hi methods workable hai. Jaise ki aap dekhenge to aapko pata chalega India Bangladesh Pakistan Saudi Arabia China Nepal ine sabhi country ke sath sath Asia ke bahar ke countries maybe jaise ki United State Canada England Australia Italy Germany Spain and the country of gods Israel maybe bhi yeh problem laga raheta hai… Duniya ke har ek log jo pubg free fire like online games khelte hai wo is chij se pareshan hai. Aur internet connection ke liye hamesha ine sabhi games mein ping lag face karte rahte hai. Aaj jo top secret trick mein aapko dikhaunga o kisi bhi country mein kaam Karega matlab ki worldwide. App duniya mein kahin per bhi kyon rahte ho ya fir aapke paas koi bhi sim kyu na ho aap is top secret trick ko apply karenge to aapko jarur se benefit milega and aapka gaming ping 900 ms se direct under 100 ms ho jaega jisse aap aaram se game khelta hua pubg main winner winner chicken dinner kar payenge.
Yeh basically ek perfect and on up the greatest hybrid alpha gaming APN settings hone wala hai jo 100% working hone ke sath sath… Kisi bhi smartphone mein supportable hai aur ek chij is special hybrid Alpha gaming APN setting ke andar multiple service supported ta ki app apni country ke hisab se kisi bhi server ko add kar pau aur usse aapko highest downloading and uploading 4g speed mil sake. Aur issr thoda jyada aapko speed mil sake iska bhi ek trick main aapko batata hun jo ki video mein nahin hai…yeh serf or serf aap ke liye hai is blog ko aap read kar rahe ho usi ka reward mankar ke.
Aap kya kijiye is hybrid APN ko apne phone mein set karne ke bad play store mein jakar ek application download kar lijiye DNS server changer naam wala. Use DNS application ko download and install karne ke bad jab bhi aap open karenge to aapko ek button dekhne ko milega enable DNS naam se wo button aap enable kar dijiye ye to aapka ne DNS activate ho jaega yani change ho jaega aur isase VPN bhi activate ho jata hai use time app dar mat jaegega APN DNA and same country wala VPN se kisi ka bhi online gaming ID ban nahin ho sakta hai. To is method ko apply karne ke bad aapko bahut badhiya speed milega.
Ab main aapko batata hun APN aap create kaise karenge, iske liye app setting option mein jaaiye uske bad aapko sim card and mobile network per jana hai then aapko apna sim name select karke matlab ki kis sim pe aap is APN ko set karna chahte use SIM ko open kar lijiye open kartai ek plus icon dikhega ya fir add add-on buttons bhi rah sakta hai use per ab click kijiye click karne ke bad niche diye gaye same to same APN settings aapko feel karna padega tabhi aapka new app create hoga and aapko achcha internet speed milane ke sath sath games mein bhi ping kam rahega.
——————————————————————————
Name – Ninja X95
APN – speedbot2.0
Proxy – Not Set
Port – Not Set
Username – 4g++ninja
Password – Not Set
Server – Supported Any Server (Default www.Google.com)
MMSC – Not Set
MMS Proxy – Not Set
MMS Port – Not Set
MCC – (Do Not Change)
MNC – (Do Not Change)
Authentication Type – PAP
APN Type – Default
APN Protocol – IPv4/IPv6
APN Roaming Protocol – IPv4/IPv6
Bearer – HSPA, GPRS, LTE, HSPAP, 1xRTT, HSUPS
MVNO Type – None
——————————————————————————–
Note – TechnoMind Ujjwal Channel me dhikhaye gaye her ek APN settings aapko is blog me dekhne ko nahin milega bas kuchi pro APN Settings aap is blog se set kar payenge.