Aap duniya ka koi bhi phone khareed lo, one time charge dekar use phone ko aap jyada time tak use nahin kar payenge. Iska matlab yah to bilkul bhi nahin hai bhai phone mein kuch problem hai. Iske sidha sidha matlab jata hai aapke phone mein kuchh settings Nahin kiya hua hai iske liye aapke phone mein battery jyada use ho raha hai. Tu aaj main aapko vahi Sara settings batane wala hun jo ki aapko aapke phone mein definitely Karke rakhna hai agar aap per gamer ho ya fir hamesha phone chalate rehte ho ya aap hamesha movies dekhte ho to bhai ine sabhi setting ko karke dekho, aap game khelo ya fir film dekhte raho aapke phone mein battery backup increase ho jaega and aap one time charge dekar apne phone ko lambe time tak Chala payenge. Tu agar Apne abhi tak TechnoMind Ujjwal YouTube channel ko subscribe nahin kiya toh aabhi subscribe kijiye aur bell icon ko bhi press kar dijiyega aise interesting videos or articles read karne ke liye.
1. Toh fast mein jo trick aata hai isliye aap setting option mein jakar niche scroll down kijiye to bhai aap battery karke ek option dekhne ko milega use per aap click kijiye then hamen yahan per 2 settings karna hai. Toh sabse pahle ham log jaenge quick freeze option per, aur yeh option alag alag phone mein alag alag naam se bhi rahata hai jaise ki background activity. To is option per jaane ke bad aapko kya karna hai Jo sara apps aapko yeh per dikhata hai wo sabko enable kar dena hai. Isase kya hoga, jab bhi aap ine sabhi apps ko use karne ke bad Kisi aur fb use karne lagenge to yeh sara apps background mein chalu to rahega but aapke phone mein ek bhi percent battery use nahin kar payenge and aapke phone mein battery life long lasting isase ho jaega.
2. aur is battery option ke ander aapko jo second setting karna hai iske liye aap back jaaiye and performance mode ko open kijiye. Performance mode ko open karne ke bad aapko yahan per Kai sare options milta hai jaise ki high performance, smart performance ya fir no performance improvement. To is jagah per agar aapko high performance chahiye to bhai aapke phone mein battery use kafi jyada hone wala hai and aapko uske sath sath smooth gameplay bhi dekhne ko milega but isi jagah per agar aap pubg mobile ya fir free fire like game ko ekadam kam quality Karke khelte ho to bhai aapke phone mein game lig bhi nahin karega aur aap performance mode ko no performance improvement per bhi ise set kar sakte ho. Isase Dekho bhai do fayda aapko milega ek to bhai aap lambe time tak games khel payenge and 2nd games low graphics pe set hone per games khelte time aapko lags bhi face karna nahin padega bilkul bhi aur ek important cheese Kai sare phones main aapko performance maut ke andar itne sare options dekhne ko Nahin milega, set up ko on ya fir off button dekhne ko milega. To use case mein aapko performance mode off karke games khelna hai and baki ke settings to bhai same to same rahega. 3. Iske bad wapas se aapko setting option mein a jana hai aur open karna hai aapko display and brightness option, open Karti aap ekadam last mein jaaiye to aapko mil jaega screen light effect naam se ek features use per aap click kijiye then aapko sabse pahle milega light effect for incoming calls us per app click kijiye and ise none per set kar dijiye is ke bad iske just niche he aapko milta hai light effect for lock screen notification matlab ki edge lighting ise bhi aapko definitely disable kar dena hai tabhi bhai aap smartphones battery ko bahut jyada isase aap improve kar paoge.
4. Iske bad aapko back Jana Hoga odd display and brightness setting ke ander aur ek settings aapko change karna hai joki hai screen colour mode use per app jaaiye aur yahan per jo aapko 1st wala option dikh raha hai yani vivid isase aapko change karke gentle per set karna hai isase aapke phone mein jo colours hai wo thoda kam ho jayega yani thoda sa fika fika jarur ho jaega but aap ke phone mein jo colours ke wajah se jo battery use hota tha movies dekhte time ya fir games khelte the time usmein aapko bahut jyada improvement dekhne ko milega aur is type ki colours eyes ke liye bhi bahut jyada harmful hai to Bhai definitely gentle parhi set Karke games kheliye Apne aankhon ko safe rakhne ke Saath Saath aapke phone ke andar Jo battery life hai use bhi aap increase isase kar lenge.
5. Ab number 5 pe ek most important cheez a jata hai jiske uska kya monitor kar payenge jis charger se aap apne phone ko charge karte ho us charger se aapke phone ke battery mein Kitna current pass ho Raha hai, Kitna voltage pass ho Raha hai ya fir aap bol salte ho isase battery ki voltage current ko bhi monitor Kiya ja sakta ha. Aap jis charger se apne phone ko charge karte ho use charger se apne phone ko charging par laga ne ke bad is application ko open karke dekhoye agar aapko sab kuchh green colour mein dikhta hai Tu samajh lijiyega aap jis charger se charge karte ho vah charger sahi hai aapke phone ke liye suitable hai. Baith usi jagah per agar charging ki time yah app aapko orange ya fir red colour ka sign dikhta hai Tu samajh lijiyega han aapke charger mein kuchh problem hai charger kharab hai ya fir wo charger aapke phone ke liye suitable Nahin hai. Use kharab charger se aap apne phone ko 100% charge bhi kar lenge to wo charge jyada time tak chalne Nahin wala hai matlab aapko jyada time tak battery backup Nahin milega. aap chaho to koi bhi setting kar lo charger most important role play karta hai phone ki battery backup ko increase ya fir decrease karne ke liye. Aur is app ki name hai Ampere jo ki best charging monitoring Android app hai.