Mobile Ki RAM Kaise Badhaye Without Root 100% Working Article #95

Mobile Ki ram Kaise Badhaye Without Root: aapke phone mein jitna bhi RAM hai 2GB 3GB 4GB wala.

us RAM ko aap aap increase karke Gaming performance kaise improve karoge.

wo aaj main aapko dhikhaunga wo bhi step by step full process ke sath.

yeh tricks kisi bhi phone per 100% working hone ke sath sath.

is trick ko apply karne ke liye aapke phone ko root karne ki koi zarurat nahi hai.

and agar aap BGMI, PUBG aur Free Fire khelte ho na bhai toh just best of the best tricks hone wala hai yeh aap ke liye.

lekin usse pahele aap definitely TechnoMind Ujjwal Channel ko subscribe karke bell icon ko bhi.

press kar dena taki aapko new articles and video upload hotai notification mil jaye.

aur mere bhai yeh video and yeh article aapko kaisa lag wo comments karke bolna na bhule.

and is video and article ko aapne best friends ke sath bhi share kar dena Facebook WhatsApp per.

Mobile Ki ram Kaise Badhaye Without Root

Trick 1 –

toh bhai sabse pahele aapko kya karna hai dekho.

phone ke recent app ke ander jo RAM cleaner aata hai usse aap aapne phone ke RAM ko ek bar clean kardo.

then humlog ek app ka use karenge jisse aapko aur bhi aacha results milega.

and yeh apps 100% working hai jisse phone mein performance aur bhi aacha jo jayega.

iske bad hum log phone ki RAM ko increase karenge taki aapke phone ko Gaming phone mein convert kiya jaye.

See also  How to Fix Lag in Pubg Mobile 2GB RAM 3GB RAM 4GB RAM

toh yeh app open karne ke bad sabse pahle aapko ek free space karke button milega.

usper aap click karo then aap dekna phone ki RAM aur bhi clean ho jayega.

aur is app ko free mein download karne ke liye niche link diya gaya hai.

Trick 2 –

aab hum log phone ki RAM ko increase karenge.

is ke liye bhi aapko ek app install karna hai aapke phone per.

app bahut aacha hone ke sath sath is app ka use karke aap jitna chahe uthna RAM add kar payenge.

toh yeh app use karne ke liye aapko coins ki zarurat padega.

aur is app ke ander coins earn karne ke liye 3 way diya gaya hai.

jo ki hai aapko daily is app se 5 coins bonus milega.

2nd aap ads watch karke 10 coins earn kar sakte ho. her ek ads dekhne ke liye aaoko 10 karke coins milega.

3rd paisa de kar bhi aap is aap ke ander coins le payenge.

toh coins mil jane ke bad aapko just kitna ram aap add karna chahoge wo type kar dena hai.

uske bad aap simply get swap buttons per click kardo.

then yeh app automatically process start ho jayega.

and uske bad screen per ek pop-up aayega ki process successful.

toh aap samaj jana ki aapke phone per virtual RAM add ho chuka hai.

aur yeh virtual RAM aapke phone ki internal storage mein space use karega toh.

main aapko suggest karunga ki aap maximum 6GB tak hi ram add karo wo best hoga nahi toh problem ho sakta hai.

Trick 3 –

aur bhi ek method hai jiska use karke aap.

See also  How to fix lag in PUBG Mobile in 3GB RAM New Tricks 2021

RAM Increases karne ke sath sath apply karoge toh aur bhi aacha gaming performance mil payega aapko.

dekho bhai RAM increases karne ke sath sath aap processor ko bhi optimize karlo.

toh superb gaming experience pa sakte ho mere boss.

is ke liye bhi ek app aata hai aur wo download karke ka bad.

aapko just speed wale section ko select karke app ko active kar dena hai.

toh yeh kuch codes aapke phone mein aaply kar deta hai.

jo kisi bhi low end phone ko hi-fi gaming wale phone mein converte kar payenge.

yeh aap maine aapko pahle bhi diya hai. aabhi bhi de raha hun ho sake toh try karke dekhna.

aapko fir kabhi gaming BGMI PUBG and Free Fire khelte time lag face karna nahi padega.

aur bhi sare aise hi interesting article read karne ke liye CLICK HERE.

3 thoughts on “Mobile Ki RAM Kaise Badhaye Without Root 100% Working Article #95”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top