Mobile battery backup kaise badhaye: Mobile battery backup kaise badhaye yeh jaane ke liye full article read kare aur aapne phone mein step by step apply kare.
Toh mobile battery backup badhane ke kiye aaj main aapke sath kuch new and 100% work tricks share karne wala hun. jis ka use karne ke bad aapko fir kabhi mobile battery backup kaise badhaye likh kar search karna nahi padega.
Aur in sabhi tips and tricks apply karne ke liye aapke mobile phone ko root karne ki ya fir pc ki koi bhi zarurat nahi hai. Aur yeh sara tricks apply karne se mobile ke kisi bhi hardware ko harm bhi pahunchega.
In sabhi tricks se bas aapke phone per battery backup bahut jyada increase ho jayega joki aap gaming ke time matlob ki bgmi pubg free fire khelte time use kar sakte ho.
Mobile battery backup kaise badhaye
Trick 1
Mobile battery backup kaise badhaye: 1st trick ke liye aap simple aapne phone ki settings options per chale jao. Uske bad aapko display settings ko opne karna hai than aap kya karo, Display settings ke ander aapko ek option milega OSIE Visual Effect nam se.
Us wale option ko aap just disable kardo. Isse aapko faida kya milega dekho yeh option on rakhne per hamare phone ki display ke ander colors thoda bright ho jata hai ya fir aap bol sakte ho saturation thoda jyada ho jata hai.
Is ke liye bhi hamare phone per battery bahut jyada drain ho jata hai. Aur app just is wale features ko enable karke aapne low-end phone ki battery performance ko bahut jyada improve kar sakte ho.
Trick 2
Yeh trick bhi appko phone ke settings option ke ander-e-mil jata hai. Is ke liye aapko battery settings per jana hai and than aap ekdam last mein jaoge toh aapko more battery settings ka option milega usper aap jao.
Uske ander rahega optimized standby wala option, wo aap open karlo and uske ander ek top secret and most effective battery saving feature milega aapko Ultra standby mode karke. Usper aap aapne phone ko na set kardo.
Is wale features se humme faida kya milta hai dekho, yeh actually phone ki screen off rahene per background activity ko ekdam se reduces kar deta hai.
jisse aap aapne phone ki battery jyada battery ko save kar sakte ho and wo sara save kiya hua battery backup aapko gaming ke time help karega mobile ko one time chage karke lambe time tak games kehlne mein.
Aur yeh sara settings aabhi ke aabhi aapne mobile per agar aap set kar lete ho na toh fir Mobile battery backup kaise badhaye yeh kisi se bhi aapko puchna nahi padega.
Mobile battery backup kaise badhaye ko lekar aapko bahut se article toh milega but yeh sara settings best hai.
Trick 3
More battery settings ke ander-e-aapko ek aur most useful battery saving features mil jata hai wo hai optimised night charging karke.
Yeh features jyadatar phones per disable kiya hua raheta hai lekin aap is wale features ko definitely on kar lena. Is wale most effective mobile battery saving feature enable karne per kya hota hai dekho.
kabhi kabhi aapko malum hoga ki phone ko humlog raat ke time charge dekar so jate hai, aur isse kya hota hai mobile 100% charge ho jane ke bad bhi usmein power supply hota raheta hai.
Lekin kya aapko pata hai isse aapke mobile ki battery dhire dhire kharap hone lag jata hai. Aur isse ke liye bhi aapke phone per aapko kam battery backup milta hai.
But agar aap optimised night charging wale feature ko enable rakhte ho toh aapki mobile overcharge nahi hoga.
and isse aap aapne phone ki battery ko sehi rakh rakte ho, jisse aapko all time ek low-end mobile se jyada se jyada battery backup milta rahega.
Trick 4
Mobile battery backup kaise badhaye uske liye trick number 4 ko kam mein layenge jisme humlog ek top secret Android launcher ka use karenge jiska use aap battery ko save karne keliye kar sakte ho.
Is wale launcher ko activate karne ke bad aap simply iske 2nd wale tab per jao than aapko hibernate karke ek unique feature milega usper aap click karo.
Then aapko yeha her ek app ko select kar dena hai sebai games ke.
Uske bad simply app Hibernating wale button per click karke chod do. Isse kya hoga yeh launcher aapke phone ki her ek apps ki background activity fully off kar dega.
Phele bhi humlog ne ek trick ko apply kiya hai background activity ko off karne ke liye lenin yeh us method ko aur thoda strong bana deta hai.
Jiska faida aapko battery backup ke time dhikhega and aap in sabhi tips and tricks ko use karte hua kisi bhi low-end phone ki battery backup ko increase kar sakte ho.
Download Link Generated
Aur bhi sare Mobile battery backup kaise badhaye or mobile tips and tricks related articles pane ke liye CLICK HERE.