Enable MIUI 13 New Features in Any Phone 2022 Article #119

MIUI 13 New Features: MIUI 13 New Features ko kisi bhi phone per enable kaise karna hai wo bhi without root wo aaj main aapko dhikhaunga.

In sabhi MIUI 13 New Features ke ander aata hai miui 13 new charging animation, new widgets and calling screen.

Iske liye aapke android phone ko root karne ki koi zarurat nahi hai and yeh sara tricks 100% working hai kisi bhi phone per.

Aur in sabhi MIUI 13 New Features ko kisi bhi phone per enable karne ke liye hum log use karenge.

Kuch top secret apps joki 100% working hone ke sath sath totally free hai.

MIUI 13 New Features

App 1 –

Sabse pahle MIUI 13 ke charging animation ko enable karte hai.

Is ke liye aapko niche diye gaye app ko download kar lena hai.

Uske bad aap us app ko open karenge toh aapko bahut se new charging animation mil jayega.

Lekin usmein se koisa bhi charging animation aap set karne ke liye jayenge toh bhai aapse coins dene ke liye bola jayega.

Toh aab coins kaise collect karna hai dekho.

Is ke liye aapke paas 2 tricks hai, ek to ho gaya aap jis bhi wale MIUI 13 New Features charging animation ko.

Set karna chate ho us wale animation ke uper click karo.

Uske bad aapko ek ads watch karne ke liye kaha jayega.

And iske bad ads watch kartai aapke paas ek coin aa jayega and us coin se aap kisi ek charging Animation ko,

Aap set kar kar sakte ho. Uske bad 2nd trick ko use kar ke aap bahut se coins earn kar sakte hi.

See also  INSTALL WINDOWS 10 IN ANY PHONE 2021 WITHOUT ROOT

Aur wo hai spin karne per Aapko uper bahut sara coins mil jayega jisse aap her ek MIUI 13 New Features new charging animation.

Type ke charging animations mo aap enable kar sakte ho.

App 2 –

MIUI 13 New Features ke ander jo sabhe jyada exciting hai wo hai aapka widgets.

Miui 13 actually iOS se inspiration le kar banaya gaya hai toh. MIUI 13 ke ander jo jo widgets diya gaya hai.

Wo bhi same to same iOS 13 tyep hi dikhta hai.

Aur un sabhi widgets ko enable karne ke liye aapko just niche diya gaya app 2 ko download install kar lena hai.

app open karke just widgets ko place karne dena hai aapko phone ke home screen per.

toh aapka kam khatam. Is app ke ander her ek iOS widgets readymade diya gaya hai.

Aap drag and drop karle adjust karloge toh bahut aasanise aake phone per is sabhi miui 13 new features ko.

Matlob ki in sabhi miui 13 ke widgets ko aap enable kar payenge.

App 3 –

Aab bari aata bai MIUI 13 New Features calling screen ki.

Miui 13 ke ander jo calling screen diya gaya hai hai wo bhi kuch iOS type hi dekhne wala hai.

Toh is wale aap ko open karne ke bad aap directly aapke setting option per jao.

woha aapko change wallpaper wale option per jana hai.

Iske bad aapko is appke ander bahut se charging wallpaper mil jayega.

Jo ki aap chaho to set karke sakte ho uske bad aap dekhna.

See also  Best System Repair App for Android 2022 Article #166

Aapke upper left corner per ek image wala icon bana hua hai.

Usper click karke aap kisi bhi image and video file ko aapne phone ki calling screen per aap set kar sakte ho.

Iske bad jaabhi aapke phone per call aayega toh aapko ek superb wala calling screen dekhne ko milega.

Joki MIUI 13 like dekhta hai and is wale app ko niche diye gaye download link se aap download kar sakte ho.

Aise hi aur bhi sare articles read karne ke liye CLICK HERE

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top