MIUI 12 No Lag Top Secret New Gaming Features | TechnoMind Ujjwal Pubg Lag Fix | MIUI 12 Update

 
 
Friends miui 12 scrutiny app me update aane ke baad bahut Sare new features add kiya Gaya hai joki aap chaho to miui 11 me bhi install kar sakte ho main aapko is new security app ki link is article ke niche de bhi dunga but download karne ke baad yeh app install Nahi ho padega dhikhiga ki apps not installed…and is new miui 12 scrutiny app me brand new premium look diya gaya hai joki bahut bahut bahut awesome dhik raha hai and is game booster matlob ki new miui 12 scrutiny app Ka use kar agar app pubg, free fire, call of duty mobile, mobile legend like games khelte ho toh aapke phone ki yeh Sara games bilkul bhi lag Nahi karega and aapke low-end device me thoda sabhi lag dekhne ko nahin milega.
 
 
Toh friends miui 12 brand new premium features ko miui 11 me pane ke liye sabse pahle new updated security app ko open lejiye then aap security app me setting option me jaaiye toh aapko kafi sara new features dekhne ko milega Jaise ki performance mode Jo hai wo kafi sare phone me supported hone baad bhi aabhi tak nahin diya gaya tha but yeh update aane ke baad performance mode her ek supported Xiaomi mi device me de diya gaya hai uske baad memory exception features jiske ander ek bahut bara bug tha, us me actually kya hota tha jabbji aap memory exception features ke ander koi bhi app ko enable karte the toh auto cleaning hote time uske ander se bhi important data delete ho jaya karta hai but aabse is bug ko hamesa ke liye fix kar diya gaya hai matlob ki wo problem hamesa ke liye fix ho jayega iske baad aap games do not disturb option pe jaiye toh is section ke ander Jo bhi sara features hai wo her ek phone me de diya gaya hai.  
 
 
Then app advance features me jaker bahut Sare chijon ko access kar sakte ho aap like touch response sensitivity touch blocker etc. Jo ki bahut badi baat hai. Then aap back jakhar play button per tap Karke pubg open Kar lijiye open karne ke bad aapko pubg ke andar Jo game booster ka shortcut milta hai hai use per aap slight kijiye iske bad jaise ki aapko pata hi hoga isase aap social media ko Kisi bhi apps ya fir games ke andar access kar sakte ho. Toh is features ke use Karke jab bhi aap social medias ko Kisi bhi games mein open karenge then up ek new resize wala option milega use per click karke aap Aapne man muta bik social medias ko resized Kar payenge aur pahle is features ko use karte time keyboard show nahin hota hai but is update me yeh problem bhi fix kar diya gaya hai isse aap jab bhi social media open karenge is features Ka use Karke toh aapko floating keyboard dekhne ko milega. Aur kha Jaye toh is bar Jo game booster me boosting features diya Gaya hai usse aap 10 times jyada aapni device ko boost Kar payenge as compared to old mi game booster. 
 
 
App download link aapko niche mil jayega aur is app ko download karne ke baad Jo problem aata hai matlob ki app not installed wala Jo problem aata hai wo fix karne ke liye aap mobile ke setting option me jaiye then app app option me jaker aapko manag apps setting per click Karna hai uske baad app mi security app ko find kar lejiye isske baad aapko ekdam niche ek features milega uninstall update us per tab Karke aap aapke phone me Jo bhi wala security app install hai wo uninstall kar lejiye then aap niche me Diya gaye Kisi bhi security app ko aap install karenge to without any problems aapke phone me latest mi security game booster app install ho jayega.
 
 
Alpha Version 4.1.0

Stable Version 4.2.4

See also  MIUI 13 Features in Hindi Enable in Any Mi Phone Article #77

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top