Xiaomi phones mein bahut jald ek major update dekhne ko milega jo ki hai MIUI 12 ka. aur MIUI 12 ke ander Kuch is tarah ki top secret features diya gaya wo hai jo ki aap soch bhi nahin payenge. to aaj main aapko kuchh hidden features batane wala hun jo ki aapko MIUI 12 ke andar 100% milega.
1. System UI – miui 12 main aapko sabse big changes jo dekhne ko milega wah hai system UI main. icon packs lekar notification panel tak har ek chij aapko miui 12 main new look ok and more creativeness ke sath dekhne ko milega aur mana a ja raha hai miui 11 update kisi bhi others smartphone UI se sabse jyada creative end user friendly hone wala hai.
Aur iske sath sath aapko kuchh new live wallpaper bhi rahega jismein se sabse jyada achcha wala live wallpaper laga hai mujhe day tracker live wallpaper joki suraj Ke saath saath phone ke andar day ya fir night light ko sense karke a wallpaper motion milega matlab subah ke time aapko wallpaper ke andar Sun dekhne ko milega Jay Shri Shyam hoga vaise wallpaper ke andar bhi Sham ke time jaisa like apko dikhega aur raat hoti night scene wallpaper aapko dekhne ko milega.
Battery optimization – game khelo ya fir apne mobile ko kuchh jyada time use karne per battery draining issue ham sabhi ko face karne per jaaye miui 11 mein. is chij Ko dhyan mein rakhte hue xiaomi developer team ne miui 12 Ultra battery saving mode dene ka faisla kiya hai taki kisi bhi uses ko is battery optimisation problem se hamesha ke liye chhutkara mil jaaye.
1 Dark Mode – Miui 12 ke sath aapko do tarah ki dark mode dekhne ko milega number 1 – system wide dark mode and number 2 Global dark mode. System wide dark mode matlab Shayad aapane notice Kiya hoga filhal Jo dark mode ham logon ke phone mein diya gaya hai use enable karne ke bad bhi jo system apps rahata hai osara dark mode mein nahin aata hai jaise ki security app ya fir share me application. To system wide dark mode aa jaane se normal dark mode enable karne per bhi har ek system app dark mode mein aa jaega. Aur Global dark mode ke bare mein aapko to pata hi hoga ki isse enabled kar dene se har ek application chai oh system ho ya fir third party.
Android 11 – MIUI 12 Android 11 ke upar base hoga. To app miui 12 update ke sath sath bahut se devices mein Android 12 update bhi milega bhale hi wo bahut kami devices mein supported hai. aur Android 11 ke andar bhi bahut sare hidden features rahega joki ki MIUI 12 ke sath aapko milega.
Ambient Display – Ambient Display matlab Always on Display aam miui 12 me her ek IPS display wala phones ko bhi milega jismein sabse jyada popular hai redmi note series. aur ek important cheese aap Jaan jaaiye ambient display features amole display wala phone ke liye hai to is features IPS display phone me dene se jyada battery consume karne wala hai as compared to amole display phone. ise chij ko dhyan mein rakhte hue xiaomi ne kaha hai ham log iske sath aur ek features add karenge taki ki battery maintain ho jaaye IPS display phone ismein.
OFFICIAL DEVICE LIST (MIUI 12 STABLE UPDATE)
Xiaomi MI 10 Pro
Xiaomi MI 10
Xiaomi MI 9
Xiaomi MI 9SE
Xiaomi MI 9 Pro
Xiaomi MI 9 Lite
Xiaomi MI 8 Pro
Xiaomi MI 8
Xiaomi MI 8 Lite
Xiaomi MI CC9 Pro
Xiaomi Mi Note 10
Xiaomi MI CC9
Xiaomi MI CC9E
Xiaomi Mi A3
POCO F1
POCO X2
Mi Mix Alpha
Mi Mix 3
Mi Mix 2s
Mi Mix 2
Mi Max 2
Redmi K30
Redmi K20 Pro
Redmi Mi 9T Pro
Redmi K20
Redmi Mi 9T
Redmi Note 8 Pro
Redmi Note 8
Redmi 8T
Redmi Note 7 Pro
Redmi Note 7
Redmi Note 7S
Redmi 8
Redmi 8A
Redmi 7
Redmi 7A
Redmi Y1
Redmi Note 5A
Redmi Note 5A Prime
Redmi Y1 Lite
Redmi Y2
Redmi S2
Redmi Y3
Redmi Note 6 Pro
Mi A2 Lite
Redmi Note 6
Redmi 6
Redmi Note 5 Pro
Redmi Note 5
Redmi Note 5 Plus
Redmi 5
Redmi 5A
Redmi Note 4
Redmi 4X
Mi 5X
Mi Play
Release date Beta users get update rollout September 2020 and Stable update rollout starting December 2020.