Friends is mahine ka latest jio APN setting launch ho chuka hai jo ki kafi badhiya speed de raha hai kafi badhiya APN hai and main khud do teen din se is APN setting ko use kar raha hun mujhe bahut badhiya downloading speed and uploading speed dekhne Ko mila hai is APN setting ko apply karne ke bad se aur main aapko 110% suggest karunga yah is Magnum APN setting ko aap definitely Apne jio sim mein dal kar dekhiae, try karke dekhiae aapka Dil ekadam se khush ho jaega aur aap kahan a lagoge “wow bhai tu Kahan tha itne Dinon se, yahi to hamen chahie tha” itna jyada jabardast hai yah wala latest APN setting.
Aur bahut se cases mein Maine notice Kiya hai bahut se non jio users bhi jio APN settings video dekhne lag jaate Hain uske bad comment mein bhi mujhe batate Hain “bhai APN setting Kam nahin kar raha hai hamare airtel, vodafone, idea, bsnl sim main to unlogon ke liye main aapko ek suggestion dena chahunga aap ho sake to is apn ko try kijiye ho sakta hai ki aapke phone mein bhi kam kar jaaye but is baat ki main guarantee nahin de Sakta. Matlab ki main aapko nahi bol sakta ki yeh apn har ek sim mein hundred percent q work Karega Karega but aap jiyo ki jagah kuchh aur dal doge to yeh APN setting kisi bhi sim mein kam kar sakta hai.
iske bad mein aapko property details ke sath batata hun kisi bhi Android phone mein APN set karne ka ya fir create karne ka genuine trick matlab ki hundred percent working method. Is method ko follow karne ke liye aap apne phone ke setting option mein jaaiye then aapko ek option milega sim card and mobile network Naam se use per aap click kijiye ye to aapko mil jaega sabse fast mein aapke phone mein kaun kaun sa sim card laga hai usmein se aap jis bhi sim per is APN ko set karna chahte ho use SIM Card ko open kijiye but wapas se main aapko yad dila Dena chahunga yeh wala APN specially jio users ke liye hai yani jio sim ke liye. 2 sim card ko open karne ke bad aapko milega access point names naam se ek option matlab ki APN option use per aap tap kijiye to aapko mil jaega ek + icon ya fir kisi kisi phone mein to add, add on button bhi rah sakta hai use per click kartai ek form aapke samne open ho jaega jo ki aapko sab kuchh step by step feel karna hai tabhi aapka APN sahi se create hoga and usse aapko maximum brilliant it and superb downloading speed or uploading speed mil sakta hai.
——————————————————————————
Name – Jio CQ Magnum
APN – JioNet
Proxy – Not Set
Port – Not Set
Username – magnum2.0
Password – Not Set
Server – www.Jio.com
MMSC – Not Set
MMS Proxy – Not Set
MMS Port – Not Set
MCC – (Do Not Change)
MNC – (Do Not Change)
Authentication Type – Not Set
APN Type – (Do Not Change)
APN Protocol – IPv4/IPv6
APN Roaming Protocol – IPv4/IPv6
Bearer – LTE, HSPAP, HSPA, GPRS and EVDO_0
MVNO Type – None
——————————————————————————–