Miui 12 me jo control centre ya fir control panel diya gaya hai vo dekhne mein kafi badhiya hai right? Aur ek tric bhi available hai jiska use karke aap Kisi bhi phone mein MIUI 12 control centre ko set kar sakte ho jo ki aaj main aapko sab kuchh step-by-step dikhane wala hun tu abhi mujhe comment kar ke bata dijiyega yah wala artical aapko kaise laga hai and agar aapane abhi tak technomind Ujjwal YouTube channel ko subscribe nahin kiya hai to abhi jakar subscribe kijiye aur sathi bell icon ko bhi pesh kar dijiyega taki aisi interesting videos and articles aapko mil sake.
To Kisi bhi Android phone mein MIUI 12 control centre ya fir control panel set karne ke liye aapko ek application to download karna hi padega and is application ki link kahan per diya gaya hai aur is application ke andar aapko 2 most important settings karna hi padega tabhi aap ke phone mein MIUI 12 wala control centre set ho payega ine chijon ko ham log dekhenge but usse pahle aap application open karenge to aapko ek bahut awesome and asansa interface dekhne ko milega to sabse pahle aap kya kijiye layout setting mein jakar then app niche scroll down karenge to aapko ek option milega show power menu button ise aap enable kar do ise enable karne se aapko ek bahut bada benefit milega iske liye aap control Central mein jaaiye Tu dekhega setting ke pass mein aap ko power button ka option milta hai use per tab Karke aap apne phone ko chahe to reboot kar sakte ho ya fir switched off kar sakte ho without power key press Karke. Iske bad aap colour tab mein jakar control panel ke andar jo bhi colour aab ko dikhai deta hai usmein aap changes kar sakte ho jaise ki brightness slider mujhe white colour mein chahie to yahan per main brightness per type karke is colour ko change kar ke white Karke apply kar dunga to is se aap ka brightness slider colour white ho jaega, aap aise Karke apni man mutabik Kisi bhi colour ko MIUI 12 control centre mein set kar sakte ho.
Ab hum log jaan lete hai wo 2 most important settings jo ki aap nahin karenge to aapke phone me control panel set nahin ho payega. To ismein se jo 1st hai iske liye aap smart phone setting option mein jaaiye setting option mein jaane ke bad aap niche is called on karenge to aapko milega apps option use per aap tab kijiye then aap manage apps option per jaaiye uske baad aap ko MI control centre wala application open karke niche scroll down karna hai to aapko mil jaega others permission wala option use per click Karke aap display popup wala permission accept kar dijiye iske bad second jo most important setting hai iske liye aapko recent app mein jana hai hai Uske bad aap MI control centre application ke upar click karke rakhiye to aapko mil jaega 1st mein ek lock icon use per click Karke yeh mi control centre wala application recent app mein lock kar dena nai iske bad aapke phone mein aap right side se upar se niche scroll down karenge to aapko dekhne ko mil jaega MIUI 12 wala control centre aapke phone mein. Jismein har ek chij se perfectly kam karta hai and aise aap chaho to Kisi bhi shortcut ko manage kar sakte ho.