Unlock 4K Graphics in BGMI 2GB RAM Phone Article #147

Unlock 4K Graphics in BGMI: Hamare phones mein kuch aise settings diya raheta hai jisse aap kisi bhi game ke ander like BGMI, Pubg. Free Fire type games ke ander graphics ko increase kar sake ho.

Wo bhi bina kisi GFX tool aur config file ke. Jisse aapki gaming profile ban nahi hoga and aap ek low-end phone ke ander-e-high graphics ke sath kisi bhi game ka maza le payenge.

Is ke liya aapko full article read karna hai and yeh sara process setp by step follow karna hai tabhi app kisi bhi game ke ander graphics ko increase kar payenge wo bhi without any lag face kiye.

Unlock 4K Graphics in BGMI

Unlock 4K Graphics in BGMI

Trick 1

Yeh setting bahut jyada simple hone ke sath sath most important hai ek low-end phone ke ander graphics ko without GFX tool and config ke improve karne ke liye.

How to apply this setting?

Open game – click on game settings option – open graphics settings – then set graphics high and FPS maximum.

Yeh setting sabse pahle kar dene se kya hoga aapke phone without GFX tool aur config ke graphics jitna high ho sakta hai wo ho jayega.

Uske baad humlog kuch extraordinary settings ko hamare phones per apply karenge jisse gaming graphics jitna bhi high hai aabhi ke time per aapke phone mein, wo aur jyada high ho jayega.

Trick 2

Yeh wala setting her ek phone per toh nahi milega but Android 10 and Android 11 wale her ek phone per aapko mil jayega.

See also  5 New Ways to Download and Update BGMI After Ban in India

How to apply this setting?

Open phone setting – click on additional settings – open developer option – find and open game driver performance option – select particular game – set game on system graphics driver.

Is setting ko karne se kya hoga phone game ko chalane ke liye graphics card ka use karega and aapko without GFX tool or config kei high quality graphics dekhne ko milega.

Trick 3

Yeh setting bhi hamara developer option ke ander-e-aata hai and I hope ki appko phone mein developer option kaise open karna hai wo aata hai.

Nahi toh aap is bare mein YouTube per bhi search kar sakte ho aapko bahut sare tutorial’s mil jayega is bare mein.

How to use this setting?

Open phone setting – click on additional settings – open developer option – find and enable Forcr 4X MSAA option – open game and enjoy high graphics gameplay.

Yeh basically ek openGL setting hai toh is liye yeh karta hai aapke phone per jo bhi game aap khel rahe ho us game ki textures ekdam smooth kar deta hai jisse aapko gaming graphics bhut jyada high dekhne ko milta hai.

Don’t worry yeh settings 100% safe hai aur kisi bhi phone per bina GFX tool or config ke graphics ko high karne mein working hai.

Trick 4

Aab ek logic ki baat karte hai, Dekho bhai agar aap ek low-end phone ke ander graphics ko high karke gameplay karoge toh bhai aapke phone per game lag toh karnai hai.

Toh aaj jo process maine aapke sath share kiya hun us ke liye jo lag hone wala hai wo fix karne ke liye ek app aapko use karna padega jo 100% working hone ke sath sath low end phone ke ander lag ko hamesa hamesa ke liye fix kar deta hai.

See also  Add Your Onw Server in Pubg Mobile & Get 24ms Ping All Time

Aur graphics high karne ke bad agar humlog lag ko sehi kar lete hai toh bhai mujhe lagta hai ki wo best hoga ek low-end phone per lag free gameplay ke liye.

How to use this app?

Open app – activate benchmark mode – then click on boost button – and start game useing this app – done.

Yeh app aapko gaming graphics high karne baad use karna hai taki higher graphics hone ke bad bhi aapke phone per game lag na kare.

Aise-e-aur bhi sare articles read karne ke liye CLICK HERE.

Topic Cover: BGMI graphics download,BGMI Graphics file,BGMI graphics app,BGMI graphics APK,BGMI graphics Config,BGMI graphics Tool,BGMI Ultra HD graphics supported devices,OnePlus Nord BGMI graphics,Unlock 4K Graphics in BGMI,Unlock 4K Graphics in BGMI 2022,Unlock 4K Graphics in BGMI in hindi,Unlock 4K Graphics in BGMI without gfx tool and config,how to Unlock 4K Graphics in BGMI

2 thoughts on “Unlock 4K Graphics in BGMI 2GB RAM Phone Article #147”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top