Bhai Wi-Fi to hum sabhi log use karte hai wo hotspot se ho ya fir router se. to aaj main aapko kuchh top secret trick and settings dikhane wala hun jiske use karke aap Wi-Fi speed ko bahut jyada increase kar sakte ho taki movies download karte time jald se jald download ho jaaye and agar aap Wi-Fi ka use Karke online games khelte ho to use time bhi aapko kafi hi ho jaega aur Jo log is article ko last tak read karenge un logon ke liye rahega kuchh pro tricks joki aapko fast 3 tricks ke sath apply karna hai tabhi jakar aap ka Wi-Fi speed increase ho sakta hai. Tu agar Apne abhi tak TechnoMind Ujjwal YouTube channel ko subscribe nahin kiya hai to abhi jakar subscribe kijiye aur sathi bell icon ko bhi press kar dijiyega taki aisehi interesting videos aur article aapko har din milta rahe.
DNS – To sabse pahle jo trick aata hai iske liye aapko setting option mein jaker Wi-Fi open kar dena hai, Wi-Fi open Kartai aap jise bhi network ke sath connected ho vah aapko dikha diya jaega. Aur uske just pass mein aapko ek (i) button ya fir info button dekhne ko milega use per aap tab kijiye is per tab Karti aap ekadam niche jaenge to aapko milega IP setting ka ek option Joki bahut jyada important hai, is per aapko click karna hai and yeh per IP setting ko DHCP se static pe set kar dena hai. then aapko niche Kai sara option mil Jayega jismein se most important ya fir useful option hai hum logon ke liye wo hai DNS 1 and DNS 2. Iske bad aap ko directly Google open karke search karna hai “Best DNS for India” a likhkar search karti hai aapko bahut sara DNS network mil jayega but main aapko suggest karunga aap Google wala DNS use kijiye matlab ki Jo DNS network aapko sabse fast mein milega. Iske alava agar aap Kisi aur DNS network ko use karenge to privacy ko lekar kuch issues ho sakta hai, Baki aap ke upar depend karta hai aap chaho to use bhi kar sakte ho. To sabse pahle ham log DNS one ko select karenge Google me matlob ki 8.8.8.8 and iske bad Wi-Fi DNS 1 tab mein ise pest kar denge iske bad wapas se Google mein aakar DNS 2 ko copy karenge matlab ki 8.8.4.4 wala aur fir se Wi-Fi tab ke ander DNS 2 mein ise pest kar denge aapka first step jo hai complete ho chuka hai.
——————————-
Special Links
EarnKaro Special joining link: http://bit.ly/35feNNo (Click Here)
EarnKaro link: http://bit.ly/2XDRaLJ
——————————
Speed Mode – 2nd trick ke liye aapko wapas se Wi-Fi tab per aana hai to aapko mil jaega additional setting naam se ek option jo ki Kai sare phones mein advanced setting naam se bhi hai sakta hai iske bad aap ko additional setting option ko open karna hai open Karti aapko mil jaega traffic mode naam se kamal ka features use per aap click kijiye click Kartai aapko traffic mode ko enable kar dena hai aur is traffic mode ko aapko extreme per aapko set karna padega. isase kya Hoga jab bhi aap Kisi bhi cheez ko apne phone mein download karenge Wi-Fi se ya fir jab bhi aap pubg free fire like games free lenge to aapko behad badhiya internet speed milega kyunki is traffic mode ko extreme per set kar Dene se aapke phone mein particular use app ke andar a Wi-Fi network jyada se jyada use hone wala hai jisse aap filhal ke time mein use kar rahe ho. Isase aap apni Wi-Fi network ki speed 30 ko boot kar payenge.
Google Play Setting – Trick number 3 sabse important up to definitely use karna chahie. Iske liye app play store mein jaaiye play store mein jaane ke bad aapko left side ke upar ki taraf 3 line dekhne ko milega use per click kijiye use per click karne ke bad aapko play store setting option mein jana hai to aapko mil jaega apps auto update ka option jo ki Kari dafa Wi-Fi only per bhi set kar sakta hai isase aapko change karke no auto update apps karna hai kyunki Kai bar ham log ke phone mein Wi-Fi connect karte he play store se automatically apps auto update Hona start ho jata hai aur Kai bar to hume pata bhi nahin rahata is chij ke bare me.
Router Reboot – trick number 4 aapko sabhi upar ke tricks se pahle use karna padega tabhi aapko achcha car speed ya fir achcha Kaisa gaming ping dekhne ko mil sakta hai iske liye aap apne Wi-Fi router ko sabse pahle reset Kar lijiye ek bar Tu Sara settings default per send ho jaega and Uske bad ine sabhi settings ko karne se bas fayda e fayda hai aapko.
Set Router – Super truick number 5 thoda sa complicated hai aur iske liye aapko thoda bahut mehnat bhi karna pad sakta hai. dekhiye hamare ghar per kuch aise place raheta hai jaha per se hume aacha khasa wifi speed milta hai ya fir agar aap us place se router ko hata dete hai to hume aacha khasa speed nahin mil pata hai. to aap kya kijiye aapke ger per kuch aise hi places find karke router ko set kejiye then aapko yeh sara settings bhi karna hai to aapko 100% bahut aacha khasa speed milega wo bhi any time din ho ya raat.