How to increase WiFi speed in mobile agar aapne search kiya hai toh yeh article aap ke liye best hai.
Aaj main aapke saath top secret tricks share karne wala hun.
Jisse aap Wi-Fi speed ko bahut jyada improve karke bahut awesome gaming ping and download speed pa sakte ho.
Yeh trick 100% working hai and kisi bhi type ke router & hotspot mein work karega.
Specially yeh tricks bahut jyada working hai movies download karte time.
And pubg free fire call of duty mobile jaise games jaise online games ke liye.
Jaise ki aap jante ho ki online games khelte time bahut aacha internet speed hona chahiye.
Tabhi aapko aache ping milega and without ping lag games khel payenge.
And yeh sabhi settings aap aapne phone per dal kar dekho…aapko ekdam zabardast WiFi speed milna start ho jayega.
How to Increase WIFI Speed in Mobile
Trick 1 –
Is ke liye hum log ek app use karenge jo 100% working hone ke sath sath bahut helpful hoga her ek WiFi users ke liye.
is app ko open karne ke bad aapko uper ke right side mein ek arrow dekhne ko milega.
usper aapko click karna hai aur us ke bad.
Open DNS na ka ek option rahega us pe just ek bar click kar dijiye.
to yeh application automatically aapna kam kar leta hai.
iske bad se aap check karke dekhna aapko bahut aacha internet speed milna suru ho jayega.
chahe aap jaise bhi karke check karo online games khelkar, online movies dekh ke.
ya fir YouTube watch karke bhi aap dekh sakte ho.
isse aapke phone per bahut aacha wifi speed milega.
us speed ko aur bhi jyada improve agar aap karna chate ho.
toh aapko aur 2 top secret tricks use karna padega.
Trick 2 –
Is trick ke liye aap phone ke settings option per jao.
uske bad about phone ke jake.
UI version ya fir Android version ke uper 7-8 times click karna hai.
toh aapke phone per developer option open ho jayega.
alag alag phone per developer option alag alag jagey per open hota hai.
but new phones per aapko additional settings ke ander.
aapko developer option mil jayega.
is ke bad app developer option ko open kijiye.
and us ke bad aap thoda sa niche scroll down karnege toh aap ko milega.
Turn on WiFi coverage extension wala option.
is feature ko aap enable kar do.
isse kya hota hai basically aap agar.
kisi phone se hotspot le kar internet kar rahe ho.
to us Hotspot ki range jyda ho jata hai.
isse app main network sorce se dur rakh kar bhi.
aacha wifi speeds pa sakte ho and gaming ke time.
ekdam kam ping mein without any ping lag ke games khel sakte ho.
Trick 3 –
yeh trick bhi aapko developer option ke ander mil jayega.
Turn on WiFi coverage extension wale option ke just niche.
aap check karenge to aap ko aur ek option milega.
Scan WiFi Throttling ka usse bhi aap on kardo.
isse aapko 2 benefit milega.
ek toh isse WiFi ki speed bahut jyada ho jata hai.
second is setting ko enable karne per aapke phone ki battery backup jyda ho jata hai.
matlob ki aapke phone per wifi use karte time jo bhi battery use hota tha.
usse bahut jyada kam battery use karge wifi use karte time.
and agar aap ek mobile internet user ho to app kya kare
TechnoMind Ujjwal website ke APN Setting section
se ek new APN aapne phone per se kar lejiye
toh aapko bhi aacha internet speed milna star ho jayega.
aur trick 1 ke ander jo app maine use karne ke liye bola tha.
us app ko app niche diye gaye timer khatam hotai.
Free mein download kar payenge.
मेरे घर में T P Link का राउटर है, लेकिन उसका Password कंप्यूटर द्वारा बदल दिया गया है , तीन महिने हो चुके उसका Password पता नहीं कर पाया मैं, मैंने बहुत ही कोशिश की लेकिन TP Link का पासवर्ड नहीं निकाल पाया, वो इसलिए क्योंकि मुझे कंप्यूटर के बारे में झाट झाटा नहीं समझता.
कैसे पता करूं? Password.
Jhaat se he pooch lo ek baar
Nice ,Helpful Post