Aapko yah wala APN setting kaise set karna hai main aapko dikha deta hun APN set karna na bahut aasan kaam hai and wala APN kisi bhi phone mein work Karega jaise ki xiaomi, Samsung, oppo, Vivo, realme, jio, lyf, Nokia, iPhone, etc. aur bhi jitne bhi phone se a un sabhi phones mein yah bala APN settings hundred percent work Karegai Karega.
aur ek chij aap yad rakhega APN set karne ke bad apne phone ko ek Bar aapko reboot kar lena hai. uske bad aap speed check karenge to aapko behtarin internet speed receive hona start ho jaega.
yahan per aur ek chij mein batana chahta hun a wala APN sirf aur sirf jio and Airtel uses ke liye hai matlab agar aap India ke bahar rahte ho and aapke country mein jio 4g and Airtel 4g internet service ya fer service provider nahin hai to a wala APN aapke country mein work nahi kar payega ya fer aap is apni ko apne mobile mein set karenge tu a wala apn aapko utna bhi speed provide nahin kar payega jitna ki is APN se maximum mil sakta hai vah to bas aapko jio and Airtel SIM per hai milega agar aap us sim ke sath is apn ko set karte hai.
ab main aapko bata deta hun aap is apn ko apne smartphone per set kaise karenge… iske liye simply app apne smartphone ki setting option ko open kijiye uske bad aapko sim card and mobile network option per tab karna hai uske bad aapka jo bhi sim mein jio ya fer Airtel use SIM card ko open kijiye open karne ke bad aapko ko 3 number per ek setting milega access point names (APN) naam se us setting ko aap open kijiye open karne ke bad aapko niche ek plus icon dikhega ya fer aapke screen pe kahin per add, add on karke bhi likha ho sakta hai use per app click kijiye then aapke samne ek form open ho jaega jisse aapko fillup karna hai main aapko dikhai deta hun is form mein aapko kya kya fill karna hai and yahan per aapko har ek chij same to same likhna hai tabhi ye aapko achcha wala internet speed mil payega.
————————————————
Name – Neon T30
APN – JioNet or AirtelNet
Proxy – Not Set
Port – Not Set
Username – Neon4GNew
Password – Not Set
Server – www.google.com
MMSC – Not Set
MMS Proxy – Not Set
MMS Port – Not Set
MCC – Do Not Change
MNC – Do Not Change
Authentication Type- PAP
APN Type – Default or Not Set
APN Protocol – IPv4/IPv6
APN Roaming Protocol- IPv4/IPv6
Bearer – LTE, HSPAP, HSPA, HSUPA, HSDPA, UMTS, 1xRTT, IS95A
MVNO Type – Not Set
Save this APN setting and get maximum 4G speed.
———————————————————-
Note: Video mein dikhai gaye har ek APN setting aapko is website mein nahin milega. agar aap Janna chahte ho kaun sa wala APN setting is website mein aapko milega han ya fer nahin uske liye aapko full video watch karna padega.