How to Fix Lag in Pubg Mobile 2GB RAM 3GB RAM 4GB RAM

How to Fix Lag in Pubg Mobile

How to Fix Lag in Pubg Mobile Low price wale phones mein performance ko highly improve karke.

Pubg, Free Fire, Call of Duty Mobile jaise games ko without lag kaise Khela jaye?

Wo aaj main aapko is artical ke ander step by step bolne wala hun.

How to Fix Lag in Pubg Mobile Trcik 1 –

Is ke liye aapko original Activity Launcher download karna hai.

Original Activity Launchers ki download link main aapko niche de dunga.

to Activity Launcher install karne ke bad open kijiye.

aur aapko Activity Launcher ke ander search karna hai “Storage Use” karke.

yeh search kartai aapko 2 storage use wala option milega.

Aap 2nd wale ko open karna thik hai.

is ke bad aapko her wo apps dhikha diya jayega jo aapke phone per installed hai.

iske bad aap ek ek karke apps ko open kijiye.

and storage & cache option per jaiye.

usper jatai aapko uper 2 option milega Clear Storage & Clear Cache ka.

aapko clear storage per click karna hai.

yeh aapko her ek apps sath karna hai.

but games keliye thoda alag hai.

jaise e app Activity Launcher aur storage use ke ander se koi game open karenge.

toh us ke liye kya karna hai aapko.

jaise e kisi game ko aap open karenge for example pubg.

uske bad storage & cache per jaiye.

aur yeha aapko games keliye serf clear cache per click karna hai.

isse kya hota hai aapke phone per internal storage bahut jyada khali ho jata hai.

and agar aap internal storage ko is trick ka use karke khali kar lete ho.

See also  Enable Auto Cool Down Mode in Pubg & Fix Smartphone Heating Problem

to aap dekhna fir kabhi pubg free fire call of duty mobile aapke phoner lag nahi kar raha hai.

How to Fix Lag in Pubg Mobile Trcik 2 –

phone ke setting option mein jakar aap storage ke ander jayenge to.

aapko ek others file nam ka storage category milega.

jo aapke phone per defiantly 2-3GB ke uper hoga.

Toh yeh Others File Kya hai?

Dekho file transfer ke time jab bhi koi file failed ho jata hai wo directly chala jata hai others file ke ander.

matlob ki yeh others file koi important chiz nahi hai.

is other file ko humlog delete bhi kar denge to aapko bahut faida milega.

usse phone fast ho jayega and gaming lag ekdam khatam.

How to Delete Others File?

Others File ko 2 methods se delete kiya ja sakta hai.

1. kisi kisi phone per others file per jatai.

all file ko select karna ka option mil jata hai.

aur uske bad delete jo bahut aasan kam hai.

lekin yeh serf kuch e device mein hota hai.

2. Pahle wale se thoda hard hai but impossible nahin.

Is ke liye maine ek details article likh rakha hai. CLICK HERE TO OPEN ARTICLE

us article ko aap read kare aur uske niche aapko ek video bhi milega.

jiske ander maine step by step sab kuch dhikha diya hai aapko.

others file ko delete karna ka sehi trick.

How to Fix Lag in Pubg Mobile Trcik 3 –

yeh trick sabse khas hai and aapko her bar game khel se pahele use karna hai.

See also  Pubg Network Error Login Failed Problem Fix | Pubg Login Failed

Is ke liye bhi aapko ek top secret app download karna padega.

jo ki RAM ko ekdam perfectly clean kar deta hai.

is app ko open karne ke bad aapko just Boost RAM button per click karna hai.

aur uspe click kartai aapke phone per RAM bahut jyada clean ho jayega.

is app ko aap RAM optimization ki master bol sakte ho.

yeh aap gaming ke liye perfect hai and aap jarur se try karke dekhna.

bahut helpful rahega low price wale phones mein without lag gameplay ke liye.

1 thought on “How to Fix Lag in Pubg Mobile 2GB RAM 3GB RAM 4GB RAM”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top