Fast Charging Tricks 2022 – Kisi normal charger ko use karte hua aapne smartphone ko aap fast charge kaise karoge.
2022 mein wo aaj main aapko dhikhane wala hun.
Aur is wale article ke ander main aapse bilkul new tips and tricks share karne wala hun.
Jiska aap faida jarur se uthana and in sabhi fast charging tricks ko use karne ke liye.
Aapne phone ki root karne ki koi zarurat nahi hai humme.
Aur yeh sara tricks kisi bhi phone per kam karta hai wo bhi bina kisi harm kiye.
Fast Charging Tricks 2022
Trick 1 –
Humlog kabhi kabhi kya karte hai game khelte time phone ki battery low ho jane per.
Phone ko Charging pe laga kar game khlene lag jate hai.
Lekin kya aapko pata hai isse phone bahut jyada heat ho jane ke karan.
Slow charging aapko face karna padta hai, toh aaj se game khelte time phone ko charge mat dena.
Iske bad hum log jo phone ko cover ke ander dalkar rakhte hai isse bhi aapko 2 problem face karna pad sakta hai.
1. Cover ke liye bhi phone heat ho jata hai jisse phone fast charge nahi ho pata hai.
2. Phone ko cover ke andr dalne per phone network sehi se catch nahi kar pata hai. Jis wajah se aapko slow internet problem bhi face karna pad sakta hai.
Trick 2 –
kisi phone ko fast charge karne ke liye liye charging cable bhi ek bahut bada roal play karta hai.
Aake paas kitna bhi kam Watt wala charger adapter kyu na ho.
Agar aap usmein ek High quality ki charging cable lag dete ho.
Toh bhai aap kisi bhi normal adapter wale charger ko bhi.
Ek high quality fast charger mein convert kar sakte ho.
Kyu ki swich board se jo current aa raha hai wo phone per sehi se jana bhi chahiye.
Tabhi ek phone jaldi jaldi charge ho sakta hai.
Trick 3 –
Ek phone ko fast charging ke liye Powerbank ka bhi aap use kar sakte ho.
Lekin agar aap local market se purchase karke koi powerbank use karenge.
Jo milta hai na sasta wala toh ₹200-250 mein toh bhai aapki phone ki battery.
Fast charge hone ke wajaye wo kharap ho jayega.
Agar aapko powerbank use karnai hai toh aap Mi, Realme or Samsung mein se koi.
Powerbank use kiya karo, kyu ki wo branded hai aur isse aapke phone ki.
Battery bhi sehi rahegi aur phone fast charge bhi aap isse kar paroge.
Trick 4 –
kya aapko pata hai ki kisi bhi phone ko charging per lagane se pahle.
Agar use phone ki battery ko aap optimize kar lete ho toh bhai aapko isse.
Charging ke time bahut faida milega and aap ek normal charger se bhi kisi bhi.
Smartphone ki fast charge kar payenge.
Aab baat karte hai ki aap phone ki battery ko charge lagane se pahle optimize kaise karoge.
Iske liye ek fast charging wala app aata hai wo aapko download kar lena hai.
Niche dekho timer ke bad app download button mil jayega appko.
Uske bad us wale fast charging app ko open karo. Toh aapko ek optimize ka button milega.
Usper ek bar click kar dena toh yeh automatically aapke phone ko optimize kar dega.
Then aap phone ko na charging per laga ke dekhna.
Aapke normal charger se bhi aapki phone fast charge ho jayega wo bhi within a minutes.
Download Link Generated
Aise-e-aur bhi sare most interesting tips and tricks related article read karne ke liye CLICK HERE.