Fast Charging Software For Android 2022 Article #117

Fast Charging Software For Android 2022: Ek normal se charger se bhi kisi bhi smartphone ko fast charge kiya ja sakta hai.

Is topic per maine isse pehle bahut se article & videos upload kar rakha hai but.

Aaj fir se hum log kuch aur new tips and tricks dekhne wale hai jismein se ek.

fast charging software for android bhi hai jiska use aap normal charger ko fast charger mein convert karne ke liye use kar sakte ho.

Lekin usse pahel agar aapne abhi tak TechnoMind Ujjwal channel ko subscribe nahi kiya hai to.

Jarur se jakar subscribe kijiye and sath me bell icon ko bhi press kar dena aise-e-videos, article ki notification pane ke liye.

Fast Charging Software For Android 2022

Fast Charging Software For Android 2022

Trick 1 –

Sabse 1st mein aap kya karo aapne phone ke settings option per chale jao.

Uske bad aap thoda niche scroll karoge toh aapko Degital wellbeing karke ek feature dhikhega.

Usper aapko click kar dena hai. Then uske bad fir se thoda niche jaoge toh rahega focus mode ka option.

Aap simply focus mode option ko open karo uske bad aapne phone per her ek app ko select karke focus mode activate kar dena hai.

Isse kya hoga focus mode kisi app ke uper enable karne se wo app koi sa bhi activity nahi kar pata hai.

And agar aap aapne phone ki her ek app ko focus mode mein dal kar.

Phone ko charging per lagawoge toh aapka phone pahle ki mutabik bahut jaldi jaldi fast charge ho jayega.

See also  INDIAN TIKTOK APP | TIKTOK ALTERNATIVE INDIAN APP

And ek chota sa normal charger use karne per bhi yeh kam karta hai 100%.

Trick 2 –

Yeh wala trick bhi aapko phone ki setting option ke ander hi mil jata hai.

Is ke liye aapko phone settings mein ja ke ekdam niche chale jaiye toh aapko mil jayega account and sync wala option.

Us wale option per jake aapko auto sync feature ko desable kar dena hai.

Isse kya hota hai… Facebook, WhatsApp & Google jaise apps hamara data internet per upload karta raheta hai.

Isse wo bad ho jayega and auto sync option ke liye bhi hamara phone bahut slow charge hota hai.

Agar aap auto sync feature ko desable rakhoge to charging ke time aapko normal charger se bhi high speed charging dekhne ko milega.

Trick 3 –

 Is wale trick ke liye humlog ek fast charging software for android use karenge jo bahut faidemanth hai.

Toh is app ko open karne ke bad aap just is app ke settings option per jao.

Uske bad aapko WHEN PLUG CHARGER section mein jakar maximum auto optimize per is app ko set karna hai.

Then WHEN OPTIMISING wale section mein aakar aapko yeha diye gaye her ek option koi enable kar dena hai

Then is wale aap ko active karke aaapne phone ko aap charger karoge toh aapko fast charging hote hua.

Dekhne ko milega kyu ki yeh best fast charging software for android 2022 hai.

Aur ek chiz focus mode ko activate karte time aapko is wale fast charging ke app per focus mode enable nahi karna hai.

Wait Download Link Generated

You have to wait 15 seconds.
 
See also  Best Unknown Android Apps Most Powerful & 100% Free Article #107

.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top