Fast charging karne ka tarika: kisi bhi phone ko fast charging karne ka tarika aaj main aapse share karne wala hun.
aur is fast charging karne ka tarika baht aasan hai.
yeh fast charging karne ka tarika use karne ke liye aapko root karna nahi padega.
and yeh wala fast charging karne ka tarika 100% safe and secure hai.
main aapko bolna chahunga ki koi sabhi.
Ek nornal charger se bhi fast charge ho sakta hai.
aur aaj jo jo fast charging ke tricks maine aapse share karne wala hun.
wo her ek matlob low se high-end tak ke her ek smartphone per kam karta hai.
Fast Charging Karne Ka Tarika
Fast Charging Karne Ka Tarika Trick 1 –
hum jab bhi internet chalate hai ustime.
automatically background mein bahut se unwanted junk file hamare phone per download ho jata hai.
jise ander virus bhi ho sakta hai right?
toh aapko shayad lag raha hoga ki yeh virus ke sath fast charging ka kya connection?
toh dekho mere bhai aise bhi na bahut se virus raheta hai jo.
ek phone ke ander jakar battery, processor ya fir full phone koi dead kar sakta hai.
aur agar ek bar phone ki battery damage ho jata hai na bhai.
toh aap Xiaomi ke 200W ke charger se bhi aapne phone ko aap charge karoge toh.
tab bhi aapki phone fast charge nahi ho payega.
Iska solution kya hai?
is ke liye aap mein diye gaye security app ko humlog use kar sakte hai.
her ek type ke phone mein security app ke ander ek anti-virus bhi diya raheta hai.
toh us anti-virus ko aap use kar sakte ho 3-4 din bad bad.
aapne phone ko scan karne ke liye.
jisse aapke phone per fir kabhi virus nahi aayega aur aap.
kisi bhi normal charger se aapne phone ko fast charge kar payenge.
yeh toh tha fast charging karne ka tarika number 1 but trick 2 just superb hai.
Fast Charging Karne Ka Tarika Trick 2 –
kabhi kabhi kya hota hai humlog internet data on rakh kar hi phone chod dete hai.
ye fir internet connection on hone ke bad bhi phone ko charging per laga dete hai.
toh yeh one off the most common problem hai jisse phone slow charge hota hai.
is problem ko fix karne ke liye aap kya karo.
aapne phone ki settings per jao.
useke bad aap thoda scroll down karoge toh aapko battery option milega.
uspe aapko jana hai then aap battery option ke settings per jaoge toh aapko mil jayega.
Mobile data off when device is lock wala option.
is pe ja kar aapko bas is option ko 2 min or 5 minutes per set kar dena hai.
isse kya hoga jab bhi aap phone ko rakh kar ya fir charging pe lagakar.
internet data off karna bhul jawoge toh system mobile data ko automatically off kar dega.
ko ki best of the best fast charging ka tarika hai.
Fast Charging Karne Ka Tarika Trick 3 –
is ke liye hum log ek app use karenge.
jo bahut jyada aacha hone ke sath sath 100% working hai kisi bhi phone ko fast charge karne ke liye.
toh aapko bas yeh application open karna hai.
then aapko ek boost wala button milega.
us per click kijiye toh yeh app aapko kuch settings ko enable karne ke liye kahega.
jo ki aako setp by step activate kar dena hai.
aur uske bad boom aap aapne phone ko charger per laga ke dekhna aapko pahele se.
bahut aacha charging speed dekhne ko milega and is ke bad se aap.
kabhi bhi kisi bhi normal charger se aapne phone ko fast charge kar payega.
yeh tha kuch fast charging karne ka tarika jo ki 100% working hai.
aur bhi sare aise hi unique article read karne ke liye CLICK HERE.
smartphone related bahut sare quality videos pane ke liye CLICK HERE.
Dow