Without any fast charger ke aapke pas jo normal charger hai usse aap aane device ko fast charge kaise kar sakte ho wo aaj main aapke sath share karne wala hun. Yeh tricks 100% working hai and is keliye aapko kuch top secret settings dalna hai aapke phone mein aap uske bad aap aapne phone ko super fast charge kar payenge.
Trick 1 –
Sabse pahle humlog ek new fast charging app use karenge jisse aapka device ekdam aache se optimize ho jaye charging ke liye and uske baad bhi kuch setting aapko karna hai taki is charging app se aur bhi jyada result aa paye.
Toh app open karne ke baad aap simpley app ke setting mein jaye uske bad niche diye gaye steps ko follow kare.
- Clear RAM (Tik)
- Reduce 70% of Current Screen Brightness (Tik)
- Bluetooth Off (Tik)
- Rotate Off (Tik)
Set auto execute when plug charger “Do not run app when plug charger”.
- Auto exit app when unplug charger (Tik)
- Auto restore state when unplug charger (Tik)
- Alert when the battery is full (Tik)
In sabhi settings ko app apply kardo uske bad baki ke 4 tricks aapne phone per implement kardenge toh aap kisi bhi charger se aapne phone ko charge kar payoge.
Trick 2 –
Smartphone mein charging ke time jo LED light jalta raheta hai wo bhi aapke phone ki slow charging ke liye kafi hat tak effect dalta hai. Toh charging ke time us LED lite ko aapko off karke rakhna hai taki usse 0.01% bhi use na ho charging ke time.
Is ke liye aap niche diye gaye steps follow kare
Open setting – scroll down and click on additional settings – open notification light – and disable lights up when charging.
Agar aapke yeh option aapke phone per same place per nahi hai toh aap phone ke setting mein jakar search kar sakte ho toh aapko yen option mil jayega.
Trick 3 –
Her ek smartphone mein ek battery saver feature diya raheta hai usse aap aapke phone ki battery backup ko improve kar sakte ho. Ussi battery saver feature ko agar aap on karke phone ko charging per lagaoge toh yeh feature charging ke time bhi bahut awesome tadhe se work karta hai. Aur main aapko 100% recommend karta hun ki bhai aap her time aapne phone ko charge dete time yeh trick definitely use kare.
Trick 4 –
Hum log games khelte hai, apps ko use karte hai aur than charge khatam hotai phone ko fir se charge keliye dal dena yeh maximum log kiye karte hai but aap hamesa aabhi jo trick main aapke sath share karne wala hun wo aaply karke dekhna bahut benefit milega battery back ko jyada karne ke liye and fast charging ke time.
Aap kya karo her time aapne phone ko use karne ke bad recent aaps ko remove kardo. Isske kya hoga aapke phone per koi bhi app background per on nahi rahega and isse aapko 3 faida milega jisme se.
- Improve battery backup.
- Fast charging.
- Device bhi fast rahega isse.
Is chiz ko bahut log use nahin karte hai but aap use karo toh aapko isse her time benefit milega.
Trick 5 –
Yeh sabse jyada log mistake karte hai actually, hum kya karte hai ek phone se dusre phone per files transfer karte hai, aapne friends se file receive karte hai send karte hai aur us time use hota hai sharing application.
Normally her ek sharing app file sending or receiving ke time Wi-Fi, Bluetooth and GPS use karta hai. Aur hum kya karte hai sharing app ko use karne ke bad un sabhi chizo ko off nahi karte hai matlob ki WiFi, Bluetooth & GPS.
Aap share aap use karne ke baad application ne jo bhi sara feature on kara hao wo off kardo than aapne phone ko aap charge lagayo ya fir aise e rakhdo aapke phone per kabhi battery drain nahin hoga and charging ke time super fast charge bhi hone lagega.
[email protected]
Fast charging
Smsnnsnana
You are best app
Aapane bahut accha battery saver app bataya hai 🤗
nice great job
B
Hai
[email protected]
Great app
Awesome
Nice
Big fan
nice video
Good
Lick good
Fast charging
good
Best
hi
[email protected]
Hallo
My
I
Hallo
Hallo
Lick your
Tell the battery saver app name please
Hii
Plz
Nice bro
Fast cherge
Hi I’m rahul
Hlo
Hio
Please app
Nice bhy