Enable Fast Charging Feature in Any Phone 2022 Article #151

Fast Charging: Kisi bhi low-end phone mein fast charging ko enable karne ke liye is wale article ko full read kare. Yeh sara tricks 100% working hone ke sath sath 2022 mein ek gamer ke liye bhi kafi jyada profitable hai.

Kyu ki aap is trick ka use karke aapne phone ko bahut jaldi jaldi charge karke jo bhi game aap kehlte ho bgmi pubg free fire un sabhi games ka mazah aap jyada se jyada utha sakte ho.

Uske sath sath is wale article ke ander kuch aur bhi sare secret apps rahega jiska use karke aap ek low end phone ke ander bahut se new features ko add kar sakte ho aur us phone ki gaming performance ko boost kar sakte ho, ow bhi bina root access kiye.

Fast Charging

Fast Charging

App 1

Aaj se pahle aapne sayed se bahut se file manager use kiya hoga but aaj jo file manager aapke sath share karne wala hun wo bhai sabse jyada best hai. Kyu ki is file manager ki size serf 44 KB hai.

Aur iska look bhi bahut aacha hone ke sath sath kisi bhi files ko find karna iske uder se bahut jyada aasan hai and agar performance ke hisab se baat kiya jaye toh is aacha koi aur file manager ho-e-nahi sakta.

Is wale file manager ki look stock Android 10 jaise same to same hai and isse aap ki phone ki gaming performance bahut improve ho jayega kyu ki yeh file manager, aapke phone ki file manager ke mutabik 95% kam RAM ka use karta hai.

See also  INSTALL WINDOWS 10 IN ANY PHONE 2021 WITHOUT ROOT

Aap aur ek kaam kar sakte ho jisse phone ki gaming performance aur jyada better ho jayega. Is ke liye kya karo aap simply aapke phone per jo default ya fir in builded file manager hai, usse force to stop karke rakho isse wo background mein RAM and battery ka use nahi kar payega.

App 2

Dekho bhai agar aapko bhi bgmi pubg free fire gameplay record karna aacha lagta hai aur jaabhi aap gameplay record karne jaate ho toh phone lag karta hai toh mere bhai yeh screen recorder jarur se try karke dekhna.

Yeh wala screen recorder bahut jyada lite wait hone ke sath sath kisi bhi heavy weight games ko easily record kar sakta hai.

Is wale screen recorder ke settings option per jayenge toh aapko milega internal sound ke sath screen record karne ki features, uske baad FPS & MBPS set karne ki subhida aur aapko different different screen resolution bhi mil jata hai recording karne ke liye.

Sab kuch milakar aagar dekha jaye toh ek low-end phone mein gameplay record karne ke liye isse aacha aur lite weight screen recorder aapko nahi milega.

App 3

Aap mein se kitne log guitar baajana skhina chate ho comment karke jarur se baata dena? Kyu ki yeh jo hamara app 3 hai iska use karke aap ekdam 100% free mein guitar sikh sakte ho.

Is wale aap ke ander se aapko video tutorials ke sath step by step guitar shikhya jayega and agar aap 1 hours tak bhi is wale app ko use kar lete ho na toh bhai mein aapko paaka bol sakta hun aap aaj sei guitar baja payoge.

See also  INDIAN TIKTOK APP | TIKTOK ALTERNATIVE INDIAN APP

Aur is wale app ke ander serf guitar-e-nahi aur bhi chize aap shik sakte ho. Jaise ki singing, piano etc.

Mujhe lagta hai paly store per guitar sikhne ke liye bahut se app hai free wala but is app ki interface bahut easy hai and step by step guide bhi kiya jata hai toh others guitars shikhane wale apps se yeh app best and perfect hoga aap ke liye.

App 4

Aab baat karte hai hamare use fast charging wale app ki. Jiska use karke aap kisi bhi phone ke ander fast charging feature ko enable kar sakte ho.

Is wale app ke ander se serf phone ko fast charge-e-nahi uske sath sath battery ko optimize, junk files ko clean aur phone heat ho jane per usse cool down bhi kiya ja sakta hai.

Aab agar aap is app ko use karke aapne phone ko fast charge karna chate ho toh bhai is ke liye kya karo aap simple app open karne ke baad battery ko optimize and boost karne ke baad phone ko charging per lagana toh aapke phone per bhi fast charging activate ho jayega.

Is app ki rating play store per bahut aacha hone ke sath sath aapke phone per yeh 100% kaam bhi karega. So try now!

Is type ki tips and tricks ke related aur bhi sare articles read karne keliye CLICK HERE.

Aur fast charging kya hai jaane ke liye aap https://www.pcmag.com/how-to/what-is-fast-charging yeh website visit kar sakte ho.

Topic Cover: Fast charging app,super fast charging app download,fast charging app for android,free fast charging app,fast charging app 2022,fast charging app download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top