Friends Ultra battery saving mode ya fer Alpha battery saving mode ka use Karke aap apni phone ki battery jyada se jyada baccha sakte ho. almost 30-40% jo ki bahut badi baat hai aur Ultra battery saving mode ko one of the valuable features bhi Mana jata hai smartphone ke liye.
Actually a wala features xiaomi ne de to yiya hai but Xiaomi abhi nahin chata hai ki kisi ko pata chale kyu ki Ultra battery saving mode features official and stable MIUI 12 verified features hai. MIUI 12 update jis bhi phone ko receive hoga un sabhi phone me aapko Ultra battery saving mode dekhne ko milega. but filhal hamen is trick kai use karke Ultra battery saving mode ko enable karna padega.
Developer option ko enable karne ke liye aap setting option per jakar additional setting option ko open karenge to sabse niche aapko developer option mil jaega. ab developer option ko open karne ke bad ekadam niche chale jaaiye ekadam niche to aapko ek option milega background process limit naam se is option per tab Karke aapko no background limit set kar dena hai. to aapka fast setting complete ho gaya.
uske bad aapko ek application download karna hai jiska name main aapko thodi der mein batata hun. application download karne ke bad application ko open karne per ek search bar milega vahan per aapko search karna hai security karke then aapko second last mein ek option mil jaega Ultra battery saver mode naam se use per aap tab kijiye and uske bad try option pay click kijiye to aapka Ultra battery saving mode features aa jaega but…
same to same Ultra battery saver mode jaise kaam karta hai bas ismein difference hai Ultra battery saving mode dark mode enable kar deta hai but extreme power saving mode dark mode enable nahin karta hai jo ki aapko manually jakar karna padega aur ek different hai extreme battery saving mode background mein 4 application ko chhodkar har ek application ko deactivate kar deta hai aur Ultra battery saving mode her ek activity ko background mein off karke rakhta hai.
Iske liye to humne pahle se ek setting kar rakha hai joki har ek background activity ko off kar dega to extreme power saving mode ko bhi enable Karke aap apni battery backup ko bahut jyada increase kar sakte ho aur lambe time tak apne smartphone ko use kar sakte ho.