ENABLE CHICKEN DINNER MODE IN ANY XIAOMI PHONE

Friends miui 11.0.8 update rollout hona shuru ho chuka hai. is update mein latest security patch ke sath sath bahut sare new features bhi add kiya gaya hai. aur unmein se kuch top secret features aaj main aapko batane wala hun jo ki bahut jyada amazing and useful features hai. to abhi se is blog ko follow Kar lijiye taki aisei interesting tips and tricks hidden features ke bare mein blog aapko milta rahe.

Hidden Features No.1 – iske liye aap setting option mein jaaiye and home screen option ko open kijiye open karne ke bad aapko yahan per app drawer naam se ek new option dekhne ko milega joki ki is update mein add kiya gaya hai taki aap app drawer ko setting option sei customise kar payo. pahle yah wala features home screen launcher setting ke under hua karta tha but user flexibility ko dekhte hue is features ko xiaomi ne home screen ke andar inbuilt kar diya gaya hai.

Hidden Features No.2 – hidden features number 2 gallery app ke andar aapko dekhne ko milega. gallery app open kartai upar right side mein diye gaye 3 line per tab karte ek feature aapko milega trash bin naam se. ya phir is features ko aap recycle bin bol sakte ho. agar aap gallery app se kisi bhi image or video file ko delete karte ho tab trash bin ke andar chala jaega aap chaho to recycle bin se ya fer trash bin se jab chaho use delete kiye gaye file ko restore kar sakte ho.

See also  MIUI 12.5 Super Wallpaper Download in Any Xiaomi Phones | MIUI 12.5

But wo file trash bin ke andar 30 days tak hi save rai sakta hai uske bad wo file automatically delete ho jaega trash bin se and a trash bin features free nahin hai is features ko use karne ke liye aapko xiaomi cloud ke andar storage purchase karna padega tab jakar features ya fir trash bin kam Karega. is hisab se dekha jaaye to trash bin ek shandar features hone ke bad bhi ham log is features ko free mein use nahin kar payenge.


Hidden Features No.3 – ab number 3 features ek bahut jyada kam ka tool hai har ek xiaomi users ke liye. but yah itna kam ka features hone ke bad bhi xiaomi ne is features ko hidden form mein rakha hai. is features ko enable karne ke liye aapko ek application download karna padega activity launcher karke. is application ko open karne ke bad aapko simply search kar lena hai hi MI Recycle karke.

Use open kijiye open karne ke start button pe click kejiye iske bad aapko ek tool milta hai jiska use karke aap apni phone ko internationally check out kar payenge aapke phone main kuchh problem hai ya nahin. yah features pahle xiaomi service centre employees ke pass hua karta tha but filhal xiaomi ne is features ko har ek uses ko provide karna start kar diya hai taki uses ghar baithe check out kar paye aapke phone main kuchh internal problem hai hai ya nahin. is app Ko download karne ke liye aage read karte jaaiye.

See also  MIUI 12.5 New 40 Hidden Features | MIUI 12 Features | MIUI 12.5

Hidden Features No.4 – a features har ek gamer ki need karta tha aur iss features ka use karke aap apne device ki capability ko improve kar sakte ho ya fer koi heavyweight game khelte hue Jo lag aapko face karna padta hai vah 100% solve ho jaega. 

Is features ko enable karne ke liye security application ko open kijiye ye and niche scroll down karke game booster option per jaaiye uske bad niche aapko setting option wala tab dekhne ko milega use per click kijiye. to aapko yah per ek option milega performance mode karke is option ko aap enable kar dijiye to aapka phone bahut jyada behtarin ho jaega and Jo capability lag face karna padta tha aapko vah hamesha ke liye fix ho jaega.

Hidden Features No.5 – ab final trick one of the most creative and useful trick or features hai. iske liye aap fir se gallery application ko open kijiye open karne ke bad kuchh images ko randomly select Kar lijiye uske bad aap niche second number per diya gaya creativity option per jaaiye to aapko 2 option milega 

1. Collage 2. Clip naam se. aap clip option per jaaiye to aapko yahan per bahut sare newly added templates and musics dekhne ko milega ine sabhi templates ka use karke just 1 click pe aapka kisi bhi social media accounts ke liye aap story design kar sakte ho jaise ki Facebook ke liye, Instagram ke liye, whatsapp ke liye etc. joki bahut kaam ka features laga hai mujhe aapka social media manage karne ke liye.

See also  How to change charging animation in Redmi 2022 Article #135

Download Link Generated

You have to wait 30 seconds.
 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top