Enable 90Fps and Ultra HD Graphics in BGMI – Without any GFX tool or config ke bgmi ke ander 90 fps aur ultra hd graphics ko kaise aap enable karoge 2022 mein wo aaj mein aapse share karne wala hun.
Yeh trick 100% working hai and kisi bhi low-end phone per kam karta hai uske sath sath aapse main aur do most useful apps share karne wala hun jisse aap.
Bgmi ke ander high ping issue ko fix kar payenge and low-end phone mein jo bgmi lag karta hai wo bhi aap ek secret app ka use karke fix kar payenge.
Enable 90Fps and Ultra HD Graphics in BGMI
App 1
Sabse pahle humlog bgmi ping problem ko sehi karte hai jo sabse jyada important hai smooth gameplay ke liye.
Toh bgmi ping ko sehi karne ke liye aapko 1st wala app download kar lena hai niche diye gaye download button se.
Uske bad app open kartai aapko ek start button milega usper aap click karo and uske bad bhi aapki aur 2 start button milega usper bhi aapko click karte jana hai.
Then is aapko phone ke background mein rakh kar bgmi ko play karke kehlo aapko bahut minimum ping milna start ho jayega.
Uske ke sath sath aap isse pahle ke gaming apn ko bhi use kar sakte ho usse aapko aur jyada benifit mil jayega and us wale video ki link aapko is article ke niche mil jayega.
App 2
Is wale app ko aapko definitely use karnai karna aapko kyu ki is app ko use karke bad hi aap ek low-end phone per ultra hd 90 fps per bgmi ko smooth play kar payenge.
Is ke liye app open karne ke bad niche aapko ek plus (+) icon milega usper click karke aapko just bgmi ko add kar dena hai.
Uske bad aapko app ke ander add kiya gaya bgmi ke pas me ek gaming plus icon milega usper click karke aapko power play mode per isse set kar dena hai.
Uske bad gaming plus icon ke just pas mei aapko boost wala sing milega uspe click karke bgmi ko ek bar Play karke dekho aapko bahut smooth gameplay iske bad se dekhne ko milega.
App 3
Ab baat karte hai without GFX tool aur config ke aap bgmi ke ander ultra hd graphics and 90 fps ko kaise enable kar sakte ho?
Is ke liye aapko yeh 3rd wala application aapne phone per download install kar lena hai uske bad jab is app ko aap open karoge toh aapko pahle pucha jayega ki kis wale game ke ander aap 90 fps ko enable karna chate ho? aap bgmi ko select kar dena uske bad aapko ek gol sa button dekhne ko milega unlock 90 fps karke.
usper aap click karo than yeh app aapke phone mein bgmi ke ander 90 fps and ultra hd graphics ko enable apply kar dega.
than aap kya karo is app ko minimize karke bahar se ya fir jo lag fix wala app maine aapse share kiya tha uske ander se bgmi ko open karlo uske bad aap bgmi ke settings option per jayoge toh aapko graphics wale section ke ander.
ultra hd graphics enable hote hua dikh jayega and graphics section ke ander aapko 90 fps nahi dhikhega wo experience karne ke liye aapko gameplay karna hai tabhi aap samaj payoge ki is app ne.
ultra hd graphics ke sath sath 90 fps ko bhi enable kar diya hai jo ki aapko bahehi graphics settings per na dikhe but gameplay karoge toh aapko wo pata chal jayega.
Aur bhi sare gaming tips and tricks related articles pane ke liye CLICK HERE
Topic Cover: Enable 90Fps and Ultra HD Graphics in BGMI, how to Enable 90Fps and Ultra HD Graphics in BGMI, Enable 90Fps and Ultra HD Graphics in BGMI hindi, Enable 90Fps and Ultra HD Graphics in BGMI 2022, Enable 90Fps and Ultra HD Graphics in BGMI without gfx tool and config
Super