Download BGMI Lite: Agar aap Google mein search karte ho “How to download BGMI Lite” toh aapko aise bahut sare fake APK mil jayega. Joki official game nahi hai. Toh original BGMI Lite ko download kaise kare?
Dekho bhai main aapko ek baat saaf saaf bol dena chata hun ki BGMI main game jo ki aabhi play store ke ander hai na, us wale game ke ander-e-BGMI lite version available hai.
Bas aapko wo convert kar lena hai BGMI to BGMI Lite. Aab bahut se puchnege ki bhai convert kare toh kaise kare BGMI to BGMI Lite.
Wo main aapko is wale article ke ander step by step bolne wala hun lekin usse pahle aapko pata hona chahiye ki Download BGMI Lite karke jitne bhi fake app aata hai wo aapko download nahi karna hai.
Download BGMI Lite ke naam per jitne bhi fake apps hai us wajah se aapki mobile hack ho saka hai and download bgmi lite ke chakkar mein aapko bahut jyada nuksaan ho sakta hai.
Download BGMI Lite
Trick 1
BGMI official game ko download karne ke baad aapko 2 types ke resources pack download karne ke liye option diya jata hai. Ek hota hai jyada size (Jyada MB) wala and ek hota hai kam size (Kam MB) wala.
Toh agar aap jyada MB wala resource pack ko download kar lete ho toh bhai aapke phone per jo high end wala BGMI hai wo installed ho jayega. Kelin agar aap uske badle mein Low MB wala resources pack ko download karke game ko installed karte ho toh bhai aapke phone per BGMI Lite install hoga.
Yeh trick aapko sabse pahle apply karna hai uske baad bhi aur bhi sara tips and tricks aata hai jisse aap BGMI ko BGMI Lite per convert kar sakte ho.
Trick 2
Game download ho jane ke baad bhi aapko kuch most important tricks apply karna padega jiske bad aap properly bgmi ko bgmi lite per convert kar payenge.
Toh game install ho jane ke bad aap dekhe honge ki bgmi ke ander bahut se maps raheta hai.
Aap kya karo un sabhi maps mein se aap serf ek-e-map ko download karke rakho jisse game size kam rahega and wo aapke phone per smoothly play ho payega.
Trick 3
Resources download center ke ander bhi aap checkout karke dekhna uske ander bhi bahut se chize download hota raheta hai. Like graphics pack, Lobby pack etc.
Is wajah se bhi aapke phone per bgmi sehi se chal nahi pata hai, matlob ki aap bhaut jyada lag face karte ho.
Toh aap kya karo Resources download center ke ander aapko delete all ka options mil jayega. Usper click karke aapke phone per jitne bhi packs download kiya hua hai wo sara delete kar do.
Trick 4
BGMI ke ander match khelne se pahle aap definitely aapne phone ko na gaming ke liye ready jarur se kar lena jisse BGMI Lite aapke phone per ekdam aache se smoothly run jo jaye.
Aur ek phone ko gaming ke liye ready kaise karna hai dekho, Aap kya karo simple aapke phone per jo bhi wala game booster diya gaya hai na wo just aapko open karna hai.
Uske bad us in builded game booster ek setting options per aapko jana hai then dekhna aapko performance mode karke ya fir pro gaming mode karne koi option mil jayega, wo aap enable kardo and uske bad humlog aur ek game booster ka use karenge.
Kyu ki 2 game booster eksath use karne per aapke 1 GB RAM wale phone per game without any lag issues ke aache se smoothly run ho jayega.
Trick 5
Aur yeh 2nd wala game booster bahut jyada powerful app hai aur yeh basically game booster X hai, Jo ki low-end phones per high-end games ko easily run kara deta hai.
How to use this app?
Open app – visit app settings option – enable Smart Boost option – enable RAM Level Boost option – enable Interval Boost feature – activate Screen Events Boost option – add bgmi – and open game using this app.
Yeh bahut jyada ek powerful app hone ke sath sath is wale game booster ki rating play store per bahut aacha hai matlob ki isse logon ko bahut help hua hai.
kisi bhi game ko boost karne per matlob ki bgmi lite game ko 1GB RAM wale phone per smoothly run karne per. Aur uske bad bhi aapko ek tip dena chata hun main, Kyu ki in sabhi ke sath sath is tip ko ko use karna most important hai.
Tips
Ek low-end phone per uper ki sabhi tricks apply karne ke bad bgmi lite ko open karo aur uske settings option per jake graphics wale section per jana hai aapko and uske bad.
Graphics ko ekdam low means smooth per set kar dena and uske bad FPS raheta hai wo app ultra means ekdam high per set karke rakho. Jisse 1GB RAM wale phone per bhi BGMI lite ekdam smoothly chalega.
Aur bhi sare aise-e-article read karne ke liye CLICK HERE
Topic Cover: Download bgmi lite,Download bgmi lite 2022,Download bgmi lite play store,Download bgmi lite apkpure,BGMI Lite Download APKPure,BGMI Lite download Uptodown,BGMI Lite tap tap,BGMI Lite download Play Store,BGMI Lite Krafton,BGMI Lite India,BGMI Lite Pre Registration link,BGMI Lite launch date in India