BGMI Lag Problem Fix Kaise Kare 2021 New Tricks Article #83

BGMI Lag Problem Fix Kaise Kare: BGMI Lag Problem Fix Kaise Kare jaane ke liye full article read Karen.

Aaj main aapko BGMI Lag Problem Fix Kaise Kare ka 100% working solution step by step baatane wala hun.

Joki 100% kisi bhi low end smartphone per kam karega wo bhi bina kisi root access kiye.

Is ke liye humlog kuch top secret and most powerful apps use karenge joki absolutely free rahega.

But usse pahle agar aapne aabhi tak TechnoMind Ujjwal YouTube channel ko aapne subscribe nahi kiya hai to bhai.

Aabhi ke aabhi jake subscribe kar do and uske bad bell button ko press karna na bhule taki new videos upload hotai aapko notification mil jaye.

Aur ha bhai yeh sabhi tricks Battlegrounds Mobile India, PUBG and Free Fire mein perfectly kam karega.

BGMI Lag Problem Fix Kaise Kare

App 1 –

Toh bhai 1st mein jo app aata hai yeh ek special game booster hai.

Jiske ander aapko sabse pahle BGMI, PUBG or Free Fire ko add kar dena hai.

Uske bad aapko is wale powerful game booster ke ander bahut se modes bhi mil jata hai.

Jaise ki aapka extreme power play mode ho gaya uske bad long play mode ho gaya.

But main aapko suggest karunga ki aap long play mode ka use karo.

Kyu ki isse aapke phone per jab bhi aap game kheloge toh charge jyada use nahi hoga.

Yeh game booster gameplay ke time RAM ko automatically boost karta rahega jisse aapko lag free gameplay dekhne ko milega aapke low end device mein.

Is wale most powerful game booster ko download karne ke liye niche diye gaye download button per click kare.

App 2 –

 is app ke ander recently ek update aaya tha jiske bad se yeh one of the best app baan chuka hai.

Gyroscope delay problem ko fix karne ke liye.

is app ka use karke aap serf 1 click mein battlegrounds mobile india & pubg ke Gyroscope sensor ko fix kar payenge.

is ke liye aapko just app open karna hai us ke bad click to start button per tab kijiye.

and is app ko background mein chod do aur fir aap BGMI or PUBG khel kar dekhoge toh.

aapko fir kabhi Gyroscope delay problems dekhne ko nahi milega.

uske sath sath aapko is wale app ke ander aur bhi sare settings milega.

jin sabhi settings ka use karke aap Gyroscope censor ko calibrate kar payenge.

ya fir agar aapke phone mein diye gaye Gyroscope ke ander koi issue aa raha hai.

toh wo bhi aap bahut easily solve kar sakte ho is app se.

App 3 –

yeh application bahut special hai her ek BGMI players ke liye.

kyu ki is app ka use karke aap stylish BGMI character names design kar payenge.

is ke liye just aapko application open karna hai.

uske bad aapko bahut sara tool mil jayega.

jis mein se aapko directly pro nicknames wale option per jana hai.

and us ke bad aap jo bhi character name rakhna chate ho wo just enter kar do.

then yeh application aapko bahut se type ke font style ke sath character names suggest karega.

joki ek se badkar ek raheta hai. aapko is app ke character names bahut aacha lagega it’s my guarantee.

is ke bad just aapko copy paste karna hai then aap jis bhi type ka character name chate the wo aapko mil jayega.

aur serf ahi nahi uske sath sath is wale aap ke ander aapko milega.

text to emoji feature matlob aap text se jo bhi enter karoge app ke ander.

wo aapko emoji ke likha hua mil jayega serf 1 click mein.

uske bad is app ke ander diya gaya hai bahut se text art.

matlob ki serf A-Z and symbols ka use karke koi big design for example LOVE YOU & HELLO.

jo aap copy karke kisi bhi friend ko send kar sakte ho.

and wo bahut cool dikhta hai yaar ho sake na toh ek bar try karke dekhna is app ko.

Aise hi aur bhi sare gaming tips and tricks related articles read karne ke liye CLICK HERE.

2 thoughts on “BGMI Lag Problem Fix Kaise Kare 2021 New Tricks Article #83”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *