BGMI Lag Fix Kaise Kare 2022 New Tricks Article #115

Bgmi Lag Fix Kaise Kare: Bgmi Lag Fix Kaise Kare wo janne se pahle main aapko batana chahunga ki.

Bgmi per aap 90 FPS & Ultra HD ko enable kar sakte ho wo bhi without GFX tool and config ke.

Aur yeh kisi bhi phone per kam karta hai and isse aapki bgmi account ban bhi nahi hone wala.

Likin is trick ko apply karke BGMI ko aapne phone per smoothy khelne ke liye aapko kuch settings ko apply karna hai.

Tabhi aapke phone per bgmi 90 FPS and Ultra HD per khel payenge.

Toh pahle hum log bgmi lag fix karne wale tricks dekh lete hai.

Uske bad main aapse wo special trick share karunga jisse aap BGMI per ultra HD and 90 FPS ko activate kar payenge without any GFX tool and config ke.

BGMI Lag Fix Kaise Kare 2022 New Tricks

BGMI Lag Fix Trick 1 –

Aapko hamesa bgmi ko jis bhi wale phone per aap khelna chate ho ussi phone ki Play Store se download karna hai.

Kyu ki aap ek chiz notice karke dekhna koi bhi ek same app different different phone ke play store per different defferent size per available hai.

Matlob ki aapke phone ke liye socially play store per her ek game or apps ko optimize kar diya jata hai.

Taki aapko better smoot experience mile all time any time.

BGMI Lag Fix Trick 2 –

Bahut se log kya karte hai phone per system update aane ke bad bhi wo phone ko update nahi karte hai.

See also  [100% Working] Overclock Phone Processor for PUBG Lag Fix

Is ke liye bhi aapko bahut jyada lag face karna padta hai bgmi and pubg jaise games khelte time.

Kyu ki her ek time system update ke bad bahut se bugs ko fix kiya jata hai aur agar aap sehi time per update kar lete ho.

Toh bhai aapke phone per agar koi system update pending pada hai toh aabhi ke abhi.

Phone ko update karlo jisse aapko better gaming performance milna start ho jayega.

BGMI Lag Fix Trick 3 –

Is ke liye aap kya karo simple phone ke settings option per jao.

Uske bad aapko app manegement karke ek option mil jayega aapko, us per aapko click karna hai.

Then aapko auto launch apps ka ek feature mil jayega, uske aapko jana hai.

Then app kya karo is wale option ke ander jitne bhi apps ne auto launch wala permission le rakha hai.

Un bahi appke se auto launch ko aap desable kardo off kardo.

Iske kya hoga jabbhi aap bgmi pubg like koi bhi games kheloge to aapki phone.

Serf us game per focus karega naki kisi aur app per jo ki background per chal raha ho.

Yeh bahut affective method hai try now.

BGMI Lag Fix Trick 4 –

Aab hum log ek super powerful app ka use karenge jiska use karke aap aapne phone per 32 GB tak RAM add kar sakte ho.

Wo bhi bina root access kiye. Is ke liye aap just niche diye gaye app ko download karke open karo.

Then aapko download ram wala option milega uske bad aapko select karna hai ki aap kitna ram add karna chate ho.

See also  Pubg Network Error Login Failed Problem Fix | Pubg Login Failed

Aap just 32Gb ko select kardo then aapke phone per ram download and set ho jayega.

Tension not aapke phone per 32 GB ki koi file download nahi hone wala.

Yeh app basically aapke phone per ek file create kar deta hai.

Jisse system ko lagta hai usmein 32 GB ram hai aur wo usi tadha se work karne lagta hai.

How to enable Ultra HD 90FPS Graphic in BGMI without root?

Is ke liye maine aapko niche ek video de diya hai jo aap full watch kar loge toh aap.

Kisi bhi phone per bgmi 90 FPS and Ultra HD graphics enable kar payenge and yeh trick pubg per bhi kam karta hai.

Aur bhi sare aise e most useful videos pane ke liye subscribe now TechnoMind Ujjwal

and agar aapko smartphone tips and tricks ke related articles chahiye toh CLICK HERE

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top