BGMI Lag Fix: Ek low-end phone ko jis mein koisa bhi aap game kehl lo like BGMI, Pubg, Free Fire wo lag kar karke chata hoga.
Usi wale phone ko aaj humlog ek gaming phone mein convert karne wale hai jisse aap us 2GB, 3GB, 4GB RAM wale phone mein her ek heavy weight games ko bhi ekdam smoothly khel payo.
BGMI LAG FIX
Trick 1
Pahle hum kya karte hai high performance mode ko hamare phones per activate kar lete hai isse ek 2GB RAM wale phone se jitna performance nikala ja sakta hai wo mil jayega aapko.
Uske bad humlog us performance ko enhance karenge jisse aapko gaming phone like experience milega aapne low end phone se Pubg, Free Fire and BGMI ko khelte hua.
How to set high performance mode?
Open settings option – Click on battery settings – Open more battery settings – Click on performance mode – and set high performance mode.
Trick 2
Abhi abhi jo high performance mode per humlog ne aapne phone ko set kiya is ke liye aapke phone per battery thoda jyada use hone wala hai. Is ke liye aapko just yeh setting aapne phone per kar lena hai taki device ko high performance per set karke bad bhi battery optimized rahe.
How to optimize battery after set high performance mode?
Open settings option – Click on battery settings – Open more battery settings – Click on optimise battery use – find and open game – and set auto optimise.
Trick 3
Iske bad humlog ek lowend phone ki gaming power ko enhance karenge. Is keliye aapko niche diye gaye app ko download install kar lena hai uske bad.
How to use this app?
Step 1: Open app – Click on repair system now button – and wait.
Step 2: Open app – Visit boost tab in down – Click on optimize button – and wait.
yeh 2 steps complete hone mein almost 5 minutes time lag jayega and iske bad aap checkout karke dekhna aapke phone ki gaming performance bahut improve ho chuka hai.
Aur aapke phone per jo gaming ke time lag face karna padta tha aapko matlob ki BGMI, Pubg, Free Fire ko khelte time wo ekdam se fix ho chuka hai.
Trick 4
Aab thoda game ke ander humlog FPS ko increase kar denge jisse humme aur bhi jyada smooth gameplay dekhne ko milega.
kisi bhi game ke ander (example: BGMI, Pubg, Free Fire) FPS ko without any GFX tool and config ke increase karne ke liye is 2nd app ki help aap le sakte ho.
Jisse aapki gaming account bhi ban nahi hoga aur particular us game ke ander aap FPS ko bhi easily increases kar payenge.
Isse ID ban is liye nahi hota hai kyu ki yeh jo app hai isse ek game booster ke tadha treat kiya jata hai lekin yeh game ko boost karke ke sath sath us game ki FPS ko bhi increase kar deta hai.
How to use this app?
Open app – Click on 1st circle on top – and wait – After completed full process – Open game using this app.
Yahi the kuch settings kuch apps jiise aap kisi bhi low-end phone ko ek gaming phone mein convert kar sakte ho wo bhi bina root access kiya.
Aur bhi sare aise-e-articles read karne ke liye CLICK HERE
Topic Cover: bgmi lag fix, bgmi lag fix 2022, how to fix bgmi lag problem, bgmi lag fix kaise kare, bgmi lag fix kaise kare 2022, how to fix bgmi lag problem in 2022, how to fix bgmi lag problem in hindi, bgmi lag fix trick