Optimize CPU & Run BGMI Smoothly Any Phone Article #122 | Bgmi Lag Fix 2022

Bgmi Lag Fix 2022: kisi bhi phone mein bgmi lag fix karne ke liye CPU ko optimize karenge hum log.

Jisse aap 1GB RAM wale phone per bhi PUBG, Free Fire & BGMI lag fix kar payenge.

Is ke liye aapke phone ko root karne ki, ya fir pc computers ki zaroorat nahi hai.

Bas aap sara process follow karna toh aap CPU optimize karke BGMI lag fix kar payenge.

Lekin usse pahle main aapko 2 important chiz bolna chahunga jo ki hai.

  1. In sabhi settings ko apply karne per aapke phone mein thoda jyada battery drain ho sakta hai.
    Is chiz ko fix karne ke liye aap full article read kijiye main iska solution last mein aapko bata dunga.
    Jaise aap battery backup ko pehle jaisa kar payenge.
  2. Yeh sara settings aapko developer option ke ander milega.

Aur her ek ke phone per toh developer option open nahi raheta hai na.

Toh is liye humlog yeh bhi jaan lete hai jisse aap kisi bhi phone per devloper option ko open kar pao.

Developer option ko open karne ke liye aap sabse pahle phone ki settings option per jao.

Uske bad aapko about phone option ko open kar lena hai.

Then aap aapne phone ki UI version (Example – MIUI, Realme UI, Colour OS, One UI etc.) ke uper 7-8 times click karo.

Toh aapke phone per developer option open ho jayega.

Aab developer option kaha open hota hai dekho.

Is ke liye phone ke settings option per jake additional settings ko open karo.

See also  How to Fix Lag in Free Fire in Hindi 2021 | Free Fire Lag Fix Article #100

Toh aapke sabse last mein developer option aapko dekhne ko mil jayega wo aapko open kar lena hai.

Developer option ko open karne ke bad aapko is mein total 3 settings karna hai.

Bgmi Lag Fix 2022

Setting 1 –

ENABLE GPU DEBUG LAYERS karke aapko ek option milega developer option ke ander wo aap sabse pahle enable kar dena.

Isse kya hoga phone GPU ke sath kuch kam share kar lega.

Jisse CPU ke uper load kom se kom aayega and uske bad aap dekhna gaming performance aapko.

1st class milega kisi bhi low-end phone per is setting ko karne ke bad.

Setting 2 –

WINDOW ANIMATION SCALE, TRANSITION ANIMATION SCALE, ANIMATOR DURATION SCALE.

yeh 3 option aapko developer option ke ander milega jisper aap click kar karke ke off kardo.

Isse kya hoga hamare phone per jo animations raheta hai wo sara off ho jayega.

And animations ke wajah se bhi phone ke CPU ke uper jyada load aata hai.

Agar aap animations ko off kar doge na toh CPU ke uper load toh kam aayegai.

Uske sath sath CPU gaming ke time jyada focus kar payenge.

Setting 3 –

FORCE 4X MSAA & DISABLE HW OVERLAYS yeh do features jo ki aapko developer option ke last mein aapko mil jayega.

Wo aapko enable kar lena hai isse kya hota hai CPU & GPU ke uper balance load aata hai.

And isse aapko gaming ke time special PUBG, Free Fire and BGMI ko khelte time ek low-end.

Device se vhi high class performance milega, try karke dekho yeh 100% working tricks hai.

App –

Ek game booster naya aaya hua hai, uper ke settings ke sath aap is wale game booster ko bhi use kar sakte ho.

See also  Top 3 Advance Game Boosters for BGMI in Hindi Article #88

Joki aapke phone ki performance aur bhi jyada improve kar sakta hai.

Is game booster ko open karne ke bad aapko iske settings option per chale jana hai.

Toh aapko SMART BOOS, RAM LEVEL BOOST, INTERVAL BOOST, SCREEN EVENT BOOST.

karke 4 option aap enable kardo iske bad is app ke home screen per aake.

RAM ko boost karo and uske bad jo bhi game aap khelte ho wo add karke.

Is wale game booster ke ande se wo game play karlo.

Toh aapko gameplay per huge improvement dekhne ko milega.

And ek low-end phone per bhi aap ek gaming phone like gameplay kar payenge.

App Download Link Generated

You have to wait 15 seconds.
 

Aabhi hunlog baat karte hai developer option ke ander in sabhi settings ko apply karne per.

Jo aake phone mein thoda jyada battery use hone wala hai wo aap kaise fix karoge.

Iske liye aap niche diye gaye video ko fill watch karlo toh aap battery backup ko fir se pahele.

Jaise bana payenge, in sabhi settings ko apply karne ke bad bhi.

Aur bhi sare aisehi videos pane ke liye CLICK HERE

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top