Bgmi 1.6 Update Lag Fix in Hindi | BGMI Lag Fix Without Root Article #101

Bgmi 1.6 Update Lag Fix in Hindi: Aapke phone per chahe kitna bhi ram kyu na ho like 1GB, 2GB, 3GB, 4GB us wale RAM ko increase karke.

Aap bgmi 1.6 update lag ko kaise fix kar sakte hai wo aaj main aapko dhikhaunga.

Iske liye aapke phone ko root karne ki koi zarurat nahi hai and yeh trick kisi bhi phone per kam karta hai.

Iske liye aap fill article read kijiye and yeh sara tricks work kar raha hai ya fir nahi wo mujhe aap.

Ek chota sa comment karke bol dena taki isse dusro ko bhi na us comment se help ho jaye.

Aur ek improvement baat aapko bolna hai actually.

Yeh sara tricks na her ek bgmi update ke uper kam karta hai.

Matlab ki future mein bhi jo bgmi ke ander update aayega us per bhi aa same trick apply karke.

aapne low-end phone per bgmi lag ko hamesa ke liye fix kar sakte ho. Ok boss.

Ab sara tricks dekh lete hai.

Bgmi 1.6 Update Lag Fix in Hindi

Trick 1 –

 sabse pahle humlog ek app ka use karke RAM ko add karenge.

Aur aap link aapko main aage provide kar dunga.

Is app ko simply download, install aur open karke ke bad.

Aapko ek circle milega jis per likha hua rahega transfer memory to ram.

Usper aapko click kar dena hai then ek slider milega aapko wo aap full karke.

Yes wale button per click kardo toh yeh process karega.

And aapke phone per ram ko add kar dega.

Trick 2 –

RAM to add ho gaya aab humlog is ram ko gaming ke liye optimize karenge.

See also  2GB RAM Wale Phone ko Gaming King Banaye Article #140 | BGMI LAG FIX

Is ke liye bhi ek app aata hai, is wale app ko just aap open karo.

Toh aapko start wala button milega usper aapko click kar dena hai.

Then yeh loading lega aur fir se aapke paas ek button show karega.

Process nam wala usper aap click karo and kuch time ke liye process hone do.

Toh yeh application kya karenge aapke phone mein.

Jo extra vartual ram add kiya gaya hai us ram ko gaming ke liye ready kar dega.

And is ke bad aap ekbar bgmi ko khel kar dekhna aapko awesome superb gaming performance milega.

Aur bhi kuch settings ko hum active karrenActually jisse aap aur bhi aacha gaming experience pa sako.

Trick 3 –

is ke liye aapko phone ke settings option per jana hai.

Uske bad additional settings ke ander aap jaoge toh aapko milega developer option.

Us pe aap jao than aapko niche scroll karna hai.

Toh developer option ke ander aapko 2 kam karna hai.

Sabse pahle ek feature raheta hai developer option ke ander wo hai Force 4x MSAA wo aapko enable kar dena hai.

Isse kya hoga game ke ander texture smooth ho jata hai.

And graphics bhi is feature ko enable karne per thoda bahut improve ho jata hai.

Aur gaming texture smooth ho jane ke karan aapko better lovely gaming experience milega.

Aapke low-end phone se wo bhi without any lag.

2nd mein developer option ke ander aur ek feature rahega background process limit nam se.

Us wale option per click karke aapko simple no background limit per se kar dena hai.

See also  How to overclock phone processor in Hindi #Article 141

Usse kya hota hai aapki phone serf bgmi ke uper focus kar payega.

And isse aap dekhna aapko pahle ke mutabik one of the best and bahut jyada relaxing wala.

Gameplay dekhne ko milega and iske bad aao kya karo.

Bgmi resources pack ko download karte time aapko.

Two types of graphics pack milta hai ek hai HD wala aur ek hai low graphics wala.

Aap simply lo graphic wale ko download karke then bgmi ko play karo.

Toh fir kabhi aapke phone per bgmi 1.6 update ke bad bgmi lag nahi karega.

Aur aise hi most useful content pane ke liye subscribe kare TechnoMind Ujjwal channel ko.

Aur time to time visit karte rahe TechnoMindujjwal.net

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top