Best Pubg Sensitivity Settings 2021 No Recoil 100% Working

Best pubg sensitivity settings 2021 mein aapke liye kya rahega.

wo aaj discusses karne wale hai hum log is article mein.

main aapko ithna toh guarantee de kar bol sakta hun ki agar aap.

is article ko full read kar loge na toh bhai isse bad se aapko.

fir kabhi aapne phone ke according best pubg sensitivity settings find out.

karne mein problem nahi hogi and aap isse ek pro pubg player ban sakte ho.

aur ek chiz yeh tricks pubg global, pubg kr and battlegrounds mobile India ke ander bhi.

100% working hoga aur aapko bahut help milega matches ek time.

Aaj hum log total 3 Apps dekhne wale hai.

toh chaliye bina time kharap kiye start karte hai.

Best Pubg Sensitivity Settings 2021

App 1 –

Best pubg sensitivity settings agar aap find kar rahe ho.

toh yeh application aapke liye one of the best app hone wala hai.

is app ke ander aapko aapne phone ke according best pubg sensitivity settings milta hai.

aapke phone per jo bhi processor laga hai.

uske hisab se best pubg sensitivity settings set kar sakte ho.

serf ithna hi nahi gyroscope or without gyroscope.

ke liye bhi aapko is app ke ander alag alag section mil jata hai.

is ke bad jo pubg ke ander best players hai wo log kon kon se.

pubg sensitivity settings use karte hai wo bhi aap.

check out karke aapne phone per set kar sakte ho.

and 3 finger, 4 finger, 5 finger tak ki pubg layout aapko milega.

jo pro players use karte fast movement ke liye.

See also  Add Your Onw Server in Pubg Mobile & Get 24ms Ping All Time

matlob ki layouts bhi aap is app se dekh kar set kar sakte ho.

yeh sab kuch milakar is app ko 100% free mein download karne ke liye.

niche diye gaye download app 1 button per click kare.

Aur bhi Sare PUBG Tips & Tricks related airtel read karne ke liye CLICK HERE.

App 2 –

Aab dekho jab bhi aap aapne per se internet chalate ho.

toh mobile tower ke pas aapko 4G likha hua dikhta hoga.

us 4G ko change karke mobile tower ke pas aap 5G kaise set karenge dekho.

is keliye aap MI theme store per jao.

us ke bad APP iOS Fredoom 5G karke search karna hai.

is ke bad aapko 1st theme open karke download kar lena hai.

and ab is iOS Fredoom 5G theme ko aap apply karenge na toh bhai.

aapko smartphone display ke uper ke time mein.

4G ke badle mein 5G likha hua dhikhega.

yeh trick 100% working hai try karne dekhna.

but is ke liye aapke pas ek Xiaomi phone hona chahiye.

and is ke bad se aap is math soch lena ki aapko 5G internet speed bhi milega.

agar aap kisi bhi 4G phone per 5G internet speed pana chate ho.

toh bhai aapko ek best 5G APN ko aapne phone per set karna padega.

uske bad se aap 4G phone per hi 5G speed pa sakte ho.

Latest 5G APN Settings pane ke liye CLICK HERE.

bahut se log udas hone ki ithna cool tricks hum aapne phone per use nahi kar sakte.

See also  Bgmi 1.6 Update Lag Fix in Hindi | BGMI Lag Fix Without Root Article #101

kyu ki aapke pas ek Mi phone nahi hai right?

toh mere bhai next trick serf aap ke liye hai.

jo ek Mi features hone ke bad bhi.

app kisi bhi phone per active kar sakte ho aur wo feature hai…

App 3 –

MIUI 12 control center one of the most attractive feature hai MIUI 12 ke.

her ek smartphone users miui 12 control center ko aapne phone mein pana chata hai.

toh just aapko yeh app 3 download karna hai.

aur uske bad is app ko enable kartai.

aapke phone per bhi MIUI 12 control center enable ho jayega.

jo ki her ek brand ke phones per 100% working hai.

MIUI 12 original control center aur is aap wale control center mein.

koi bhi difference aapko nahin milega jaise ki.

MIUI 12 original control center mein dark mode support karta hai.

app wale control center ke ander bhi dark mode supported hai.

MIUI 12 original control center landscape mode per kam karta hai.

App wala control center bhi landscape mode per chalega.

iske bad look ki baat kare toh bhai.

mujhe actually laga hai MIUI 12 original control center se.

App wala control center thoda aacha dekhta hai.

aap bhi try karke dekho yeh app bahut aacha hone ke sath sath.

100% free hai aur kisi bhi brand ke phone per.

MIUI 12 control center activate kar sakta hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top