Best Mobile Configuration for BGMI (100% Working) Article #102

Best Mobile Configuration for BGMI: Battlegrounds mobile India ke hisab se aapne phone ko configaration karke

bgmi lag fix kaise karenge wo aaj main aapko dhikhane ke wala hun.

Aur uske sath sath aap aapne network ke upr network optimization 2.0 ko kaise apply karenge wo bhi hum dekhne step by step.

Jisse aapke phone per bgmi ping problem bhi sehi ho jayega within a click.

Yeh sare tricks ke liye aapke phone ko root karna nahi padega yeh aap jaanlo aur yeh sara methods

100% safe and secured hai aapke BGMI account ke liye.

Matlob ki isse aapki bgmi account ban nahi hoga kyu ki humlog game ke ander koi bhi customisation nahi kar rahe hai.

Humlog bas aapne phone ko optimize kar rahe hai taki game sehi se without lag run ho paye.

Lekin usse pahle aap definitely TechnoMind Ujjwal channel ko subscribe kar lijiye.

Taki aise hi new and most useful content aapko all time mil sake time to time.

Best Mobile Configuration for BGMI

Trick 1 –

oh first of all humlog aapne phone per configuration apply karenge.

Iske liye ek top-secret gaming app aata hai jo ki main aapko is trick ke bad provide kar dunga app link.

To us wale app ko download and open karne ke bad sabse pahle aap.

Select app section per jake BGMI ko select karke authentication ko yes kar do.

Then aapke phone per gaming mode off rahega wo enable kar lena hai.

Uske bad uper ke ride side per diye gaye 3 line per click kare.

See also  Bgmi 1.6 Update Lag Fix in Hindi | BGMI Lag Fix Without Root Article #101

And gaming turbo feature per aapko jana hai toh aapko 3 option dekhne ko mil jayega.

CPU & GPU BOOST – isse pahle option ko aapko simple GPU only per set kar dena hai.

Isase kya hoga jab bhi aap BGMI kheloge to aapko high graphics dekhne ko milega.

Aisse low end device per game lag bhi nahin hota hai graphic high ho jaega matlab aap yah mat samajh Lena ki game lag bhi Karega.

RAM AND SD CARD SPEED BOOSTER –  is wale setting ko definitely aap on kar lo abhi ke Abhi.

Kyunki isse Ram ya fir jo internal storage rahata hai aapke phone mein wo boost ho jata hai gaming purpose ke liye.

SYSTEM PERFORMANCE TUNING – is feature ko to aapko enable karnai karna hai key ki yeh full phone koi.

Gaming device mein convert kar deta hai wo bhi 1 click mein.

Iske bad aap kya karo simply is aapke niche right side per ek settings type icon dhikega aapko.

Usper aapko click karke apply settings per tap kar dena hai and uske bad launch.

Toh is app ke ander sei BGMI opne ho jayega and aap ek chiz notice karke dekhna fir kabhi yeh trick apply karne ke bad.

BGMI lag nahi karega aapke phone per it’s my guarantee.

Trick 2 –

 Aab is wale trick ka use karke hum log aapne phone per network optimization 2.0 ko apply karnege.

Is ke liye bhi hum log ek app use karenge taki network optimization 2.0 automatically apply ho jaye.

See also  Optimize RAM 2022 & Play BGMI Smoothly Article #123

Is app ko open karne ke bad aapko ek big red colour ka button dhikhega.

Usper aapko clcik kar dena hai and bas ho gaya toh yeh aap automatically aapke phone mein network optimization 2.0 ko apply kar dega.

Bas thoda aapko is ke liye wait karna hai kyu ki her ek phone per network optimization 2.0 apply hone mein thoda time lagta hai.

Yeh aap bahut se codes ko apply karega toh us time aapko koi sa bhi button per touch nahi karna hai aapke phone per.

Toh yeh app sehi se network optimization 2.0 ko apply nahi kar payega.

Then network optimization aapke phone per sehi se apply ho jane ke bad.

Aap ho sake toh ek bar BGMI ko open karke dekhna aapko na bahut aacha green ping milne wala hai iske bad se.

Try karke dekhna yeh her ek sim per and her ek phone me 100% work karta hai.

Aur yeh sara methods try karne ke bad ho sake toh ek comment kar dena yeh working hai ya nahi.

Taki usse her ke ko help ho jaye.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top