Best Battery Saver App for Android 2022 Article #120

Best Battery Saver App for Android 2022: best battery saver app for android 2022 aaj main aapko dhikhane wala hun jisk use karke aap

kisi bhi phone per battery backup ko bahut jyada increase kar sakte ho.

kyu ki yeh one of the best battery saver app for android 2022 hai.

aap ek chiz notic karke dekhna kisi bhi phone per display jo hai wo.

bahut jyada battery use kar leta hai is ke liye aap.

one time charg karke aapne phone se jyada games nehi khel pate ho.

agar aap display jo battery use karta hai us battery ko bhi gaming ke liye use kar payo.

toh bhai aap one time charge karke 5-6 hours tak gaming kar sakte ho.

is ke liye bahut se tips and tricks hai jo ki main aapko is wale article ke ander.

step by step bolne wala hun yeh sara tricks 100% working hai kisi bhi phone per.

and ek best battery saver app for android 2022 bhi wo bhi aap read karke jana.

Best Battery Saver App for Android 2022

Trick 1

kya aapko pata hai kisi bhi phone per jo home screen per hum log

ek clock wala wiget set karke rakhte hai usse display bahut jyada battery use kar leta hai.

kyu ki dekho clock jo hai na wo hamesa on raheta hai all time activate raheta hai.

is ke liye wo bahut jyada battery use kar leta hai aur aapko pata bhi nahi chalta.

is ke bad bhi hamare ohones per app vault nam ki bhi ek feature raheta hai.

See also  GET GAME DRIVER & ANDROID 10 UPDATE IN ANY PHONE 2021

jiske ander internet on hotai bahut se chize chalu ho jata hai.

toh aap kya karna simply aapne launcher setting mein ja kar simply app vault ko off karke rakho.

jisse bhi aap bahut jyada battery save kar sakte ho jo ki serf display use kar leta hai.

Trick 2 –

Is ke liye aapne phone ki setting option per chale jao.

uske bad additional seting karke ek option milega aapko us per click karna.

toh ekdam last mein aapko developer option mil jayega.

is developer option ke ander hum log kuch changes karenge jisse aapke phone mein display.

jyada battery use nahi kar payega. toh developer option ko open karne ke bad aapko ek option find karna hai.

jo ki hai Simulate colour space nam se, is per click karke aap just is option ko.

Manochromacy per set kar dena hai, isse aapke phone ki display ekdam se balck and white ho jayega.

and is trick ka use karke bhi aap display battery usage ko bahut kam kar sakte ho.

lekin yeh trick bahut se logo ko aacha nahi bhi lag sakta hai, is ke liye aap kya karo.

aapne phone ke setting option mein ja kar display settings ko open karo.

then aapko colour scheme wala option mil jayega, us per aap click karo.

and yeh jo colour scheme wala feature hai isse aapko auto se change karke standard per set kar dena hai.

isse aapke phone per ek yellow sa toun aa jayega and isse bhi aap dekhna display bahut kam battery use kar raha hai.

Trick 3 –

yeh trick bahut jyada important hai aur isse sabse jyada display battrey drain kar deta hai.

See also  Smartphone Battery Drain Issue Permanente Solutions 2021

humlog kya karte hai aaye din Floating window ye fir spilt screen jaise features ko use karte rahete hai.

matlob ki ek display ko do do kam ke liye use karna, yeh features hai to bahut aacha lekin yeh bahut battery bhi use karta hai.

aur agar aap Floating window ye fir spilt screen gaming ke time use karte ho.

toh kya kahena isse aapke phone ki battery kharap tak ho sakta hai.

Trick 4 –

Is ke bad phone ke settings mein ja kar search karo gesture karke.

then aapko 1st wale option ko open karna hai, then aap kya karna aapke phone per.

jitne bhi gesture activ hai wo aap off kardo, kyu ki isse kya hota hai.

jab bhi kisi gesture ko aap use karte ho us time display ek bar meain khub sara bettery drain kar leta hai.

and agar aap lagater gesture ko use karte raheta ho toh is ke liye bhi aapke phone ki display battery usage.

jyada ho sakta hai, toh aabhi ke abhi apne jitne bhi gesture on karke rakha hai wo off kardo.

dekhna in sabhi setting ko kar dene hai aapke phone ki display battery usage 50% fix ho jayega.

Trick 5 –

aab humlog us best battery saver app for android 2022 ko use karenge jo khud e 50% display battery usage ko kam kar sakta hai.

is app ko open karne ke bad aapko uper ek side mein check karke dekhna aapko wo sara apps.

mil jayega jo aapke phone per install kiya hua hai, usmein se aapko.

See also  75X Battery Backup Increase When Playing BGMI Article #150

jo bhi wala game aap sabse jyada khelte ho usmein shut lock laga dena hai.

iske bad aapko just uske niche CPU shut lock option milega.

wo bhi aap enable kardo isse kya hota hai, jab bhi aap koi apps use karoge toh CPU ke uper load kam se kam aayega.

and isse aap kisi bhi phone mein display battery usage ko 100% solve kar sakte ho.

Download Link Generated

You have to wait 15 seconds.
 

Aur bhi sare aise hi videos pane ke liye CLICK HERE

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top