Chahe aap koisa bhi mobile use karte ho aaj main aapko kuch top secret battery hacks dhikahen wala hun jisse aap kisi bhi phone mein battery draining issue ko permanently fix kar payenge and battery backup bahut jyada increase ho jayega yeh sara tricks aaply karne se.
Jisse aap 1 time charge karke aapne device ko long time tak use kar payenge, games khel payenge and movie music’s ko enjon kar payenge.
- Trick 1 – Is keliye aapko activity launcher download karna hai link main aapko provide kar deta hun activity launcher ki but usse pahle aapko sara steps janlo.
Follow steps
Open activity launcher
Click on search icon and search “Storage Use”
Open 1st storage use option
Find and select apps (jo aap use nahi karte ho)
Ek ek karke apps ko open kijiye
And fir us app ko disable kar do app.
Note: Yeh aapko her us app ke sath karna hai jis application ko aap use nahi karte ho. For example google duo & weather app main use nahi karta hun.
Is ke bad agar aap fir se us disabled application ko wapas se enable karna chate ho is ke liye app fir activity launcher open karo uske bad aapne jaise disable kara tha uske just side me aapko enable karna ka option mil jayega.
Ya fir aap chaho to paly store me jakr bhi us particular application ko find karke aap enable kar sakte ho. Isse faida kya milega aapko dekho pahle humlog jo force to stop setting use karte the appko disable karne ke liye ussi ki next level hai yeh setting. Yeh use karne se aapke phone per se wo app e remove ho jata hai. aur jabhi aap phone ko lock karke rakhoge ustime koi bhi aap aapke phone per 0.01% bhi battery use nahi kar payega.
- Trick 2 – Yeh sabse jyada important step hai jisse aapko 3 help hone wala hai 1 – aapke phone per charger jaldi hona start ho jayega, 2 – battery drain hona fix ho jayega and 3 – battery backup bahut jyada improve jo jayega isse.
Aur in sabhi benefits ko ek click mein pane ke liye aapko ek new and secret application install karna padega and aap link fir main aapko niche provide kar dunga but usse pahle aap steps janlo.
Follow steps
Open application
Uper left side mein diye gaye setting per click kejie
Than scroll down and
Enable “Speed up battery charging”
Enable “Automatic charging optimization”
Enable “Battery protection shield”
Aur ek tip main aapko de deta hun yeh aap jarur se use karna, Is ke liye aap yeh app open karo toh aapko ekdam start page me ek optimize button milega us per aapko click karna hai.
Isse aapke device ko perfectly optimize kar deta hai yeh application and is ke bad aap check karke dekhna aapke phone mein battery backup ekdam se bahut jyada improve ho jayega.
- Trick 3 – Ab dekho trick 1 ka use karke hum log to her ek application disable nahi kar sakte hai na, is ke liye aap trick 3 ka use karo yeh aapke phone mein her ek background activity ko disable kar deta hai. Is trick ko apply karne keliye aap niche diye gaye steps ko follow karo.
Follow steps
Open phone settings
Scroll down and open battery settings
Than aapko ek option milega App Quick Freeze yeh open karo
Uske bad aap ko is app quick freeze ke ander jo sara apps milega wo sara aap enable kar do.
Isse aapke phone per fir kabhi koi bhi apps background mein activity nahi kar payega and battery draining issue is setting ko enable karne bad ekdam khatam ho jayega.
- Trick 4 – Jo ki super wallpaper main live wallpapers ki baat nahi kar raha hun main super wallpaper ki baat kar raha hun jo ki kuch din pahle xiaomi brand ne provide karaya hai.
Agar aap super wallpaper ya fir live wallpaper use karte ho toh bhai aapko wo bilkul bhi use nahin karna hai. Dekho bhai xiaomi walo ne super wallpaper ko bahut jyada optimize kara hai jisse super wallpaper thoda sa kam battery use karta hai as compared to live wallpaper.
Aapko main personally suggest karunga ki aap super wallpaper ya fir live wallpaper ko chod kar static wallpaper use karo joki sabse kam battery use karta hai and agar baat kara jaye sabse jyada battery use kon karta hai toh main aapko baata du ki wo hai live wallpaper.
- Trick 5 – Ab jo setting main aapke sath share karne wala hun wo aapko soch samaj kar use karna hai. Dekhiye hum log aapne phone mein gaming lag ko fix karne keliye performance mode ya fir computation mode ka use kiya karte hai jisse game lag ekdam se fix ho jata hai. but kya aapko pata hai performance mode ya fir computation ka use karne se phone jyada battery consume karta hai?
Agar aapke phone mein without performance mode enable kare game ekdam se smooth chal raha hai to aap performance mode ko off karke game khelo isse aapko jyada battery backup milega.
Ya fir agar aapke phone per battery backup toh thik hai but game bahut jyada lag karta hai toh bhai us time aapko jarur se performance mode ko enable karna padega gaming lag matlob pubg free fire lag ko permanently fix karne ke liye.
I don’t have miui 12.5 in my Redmi 6 Pro.
So please make a video of how to download miui 12.5