Is app ko use karne se 3 days battery backup milegi #139 | Battery backup kaise badhaye 2022

Battery backup kaise badhaye 2022: Aaj main aapke sath kuch secret tricks and ek most useful app share karne wala jiska use karke aap ki si bhi phone se 3 days ki battery backup le sakte ho.

is ke liye aapne phone ko root karne ki koi zaarorat nahi hai and yeh sara tricks kisi bhi phone per kam karta hai agar aap step by step apply karoge toh.

Battery backup kaise badhaye 2022

Battery backup kaise badhaye 2022

Trick 1

Aaj ke time per her koi video editing karta hai social media per upload karne ke liye. Toh aap kya karo video edit complete jo jane ke baad jab bhi aap us video ko render karenge matlob ki us video ki output nikalenge.

Toh us time aapne phone mein diye gaye battery saver ko jarur se on karke then video render karo. Isse aap phone ki 40% battery backup save kar sakte ho.

Trick 2

Custom fonts phone per her koi set karta hai but kya aapko pata hai default fonts ko chod kar custom fonts set karne per bhi phone ki battery jyada use hone lagta hai.

Is liye kya karo phone purchase karne kad bad phone ke ander jo bhi wale font ko as a default diya gaya hai usi ko abhi ke abhi set kardo.

default font as compared to download kiya hua font se bahut jyada battery backup ko increase karke deta hai kisi bhi phone ki.

Trick 3

Xiaomi phones per aap dekhna 2 different types ke notification panel diya raheta hai. Jisme se ek ko old wala hamesa use karna hai. Kyu? wo main aapko aage baata hun pahle dekh lete hai old notification bar ko set kaise karte hai.

Open Setting option – (Scroll down) open Notification & Control Center – (click on) control center style – and select old version.

isse aapko 2 major benefits milen wala hai:

  1. Yeh battery bahut kam use karta hai kyu ki is ke ander High Power Consuming Animations (HPCA) ka use bahut kaam kiya gaya hai.
  2. Is ke ander aapko daily data usage ka bhi feature mil jata hai ko ki new wale control center ke ander nahi hai.

Trick 4

Aab humlog ek top secret app ko use karenge jisse aap kisi phone ki battery backup ko just 1 click ke ander maximum level tak lekar ja sakte ho.

Niche diye gaye download button se aap sabse pahle us app ko download and install karlo aapne phone mein then kya karna app ko open karke just activate kar dena uske bad yeh kuch proceed karta hai and wo complete ho jane ke bad aapka kam katham.

aur uper ke sare settings ko and is wale app ko ek bar toh jarur se try karke dekhna aapko phone ki battery backup isse aapko 70X better milega pahle ke mutabik.

Is type ke aur bhi sare articles read karne ke liye CLICK HERE

Topic Cover: Battery backup kaise badhaye 2022, Battery backup kaise badhaye, how to Increase phone battery Backup 2022, how to Increase phone battery Backup, phone ki battery backup kaise badhaye, phone ki battery backup kaise badhaye 2022, Battery backup kaise badhaye hindi, Battery backup kaise badhaye 2022 tricks, miui 12 Battery backup kaise badhaye 2022

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *