Apne Phone ki Battery Backup Kaise Badhaye 100% Working Article #93

Apne Phone ki Battery Backup Kaise Badhaye: apne phone ki battery backup badhane ke liye aaj main aapse.

kuch new tricks share karne wala hun jo ki agar aap dhan se read karenge toh.

yeh sara tricks kisi bhi phone per kam karta hai wo bhi 100%.

kisi bhi phone per kam karta hai se mera matlob hai ki.

agar aapke paas ek smartphone hai toh is sabhi tricks ko aap follow karke dekho.

aapke phone mein gaming ke time mean BGMI, PUBG and Free Fire khelte time.

phone mein battery backup bahut aacha milega.

aur jo aapke phone mein battery drain karta hai wo bhi isse sehi ho jayega.

but usse pahle aap definitely TechnoMind Ujjwal channel ko subscribe karke.

bell icon ko bhi hit kar dena jisse aapko.

time per new interesting videos and articles ki notification milta rahega.

Apne Phone ki Battery Backup Kaise Badhaye

Trick 1 –

Aaye din hum sabhi log phone mein hotspot ko on karke.

kisi ko data share karte hai ya fir hamare 2nd phone mein.

internet chalate hai but kya aapko yeh pata hai aapne.

jis bhi wale phone ke ander hotspot on kiya hai us phone ki.

battery bahut jyada drain ho jayega hotspot ke liye.

kabhi kabhi toh hum log kisi phone mein hotspot on karke bhul bhi jate hai.

toh bhai wo chiz toh aur bhi jyada harmful hai us phone ki battery ke liye.

hotspot na bhai hamesa se bahut jyada battery use karta aaya hai.

toh aap kya karo aapke phone mein ek features rahega.

hotspot ke niche automatically turn off Hotspot.

wo enable karke rakhna isse kya hoga dekho.

jabhi aap us Hotspot share karne wale phone se kisi bhi device ko connect nahi karoge.

aagle 10 minutes tak toh hotspot automatically off ho jayega.

and us phone per aapko battery backup sehi milega.

Trick 2 –

aaj kal jyada kya ho raha hai dekho.

her koi na chahe uske paas kaisa bhi phone hai.

IPS display wala ya fir AMOLED wala Always On Display ko enabled karke rakta hai.

toh yeh bahut jyada battery use kar leta hai wo aajko jaan lena chahiye.

Always On Display AMOLED per fir bhi sehi hai chalo but.

ek IPS display wale phone per Always On Display agar aap kisi.

trick ka use karke enable kare ho na bhai.

toh yeh bhi jan jayo battery aapke phone phone mein.

thoda thoda karke her din kharap hota ja raha hai.

agar aap Always On Display per just text ko use karenge toh fir bhi wo sehi hai.

but clock wala use na karo wo sabse jyada battery drain kara deta hai.

kyu ki clock all time chalta raheta hai is liye wo jyada battery bhi leta hai.

main aapko yehi suggest karunga ki aapke paas chahe ko sa bhi phone ho.

IPS wala ya fir AMOLED Always On Display use na karo.

Trick 3 –

ab humlog ek app use karenge jo bhai.

aapke phone mein battery power ko bahut boost karke dene wala hai.

is wale app ko enable kartai sabse phele aapko jo milta hai wo hai.

full battery analytics aur yeh bahut kaam ki app hai bhai.

is wale aap ke help se aapne phone ki her ek battery activity per.

aap dhan de sakte ho uske sath sath is wale app mein.

aapko kafi sara modes bhi mil jayega jaise ki sleep mode.

jo agar aap enable karke doge toh isse kisi bhi phone ki.

battery power 20X tak jyada ho jata hai.

uske bad 1 click Battery optimization ka bhai feature is mein diya gaya hai.

aur uske bad bhi aap yeh tak pata kar sakte ho is app ki.

kon kon se application aapke phone per jyada battery use kar raha hai.

and yeh sara jo battery related information app ke ander milta hai wo 100% accurate raheta hai.

Trick 4 –

kuch din pahle ek video banate time.

ek app maine aapse share kiya hai Simple Mode nam se.

video banase se pahle bhi maine us app ko kuch din tak use kiya tha.

app bahut aacha hai aur yeh ek lite launcher hai basically.

but video banane ke bad is lite launcher app ki aur ek khubhi pata chala hai mujhe.

wo hai maine dekha ki default system launcher se bhi yeh lite mode naam ki aap.

kam battery use kar raha hai isse phone use karna bhi aasan ho jata hai.

and is app ke ander aapko her ek chiz 100% working milega.

toh mere bhai agar aap bhi ho sake toh is app ko use karke dekho.

aapke phone mein isse battery backup automatically jyada ho jayega.

jisse app 1 time charge laga kar lambe time tak.

BGMI, PUBG and Free Fire jaise games ko khel payenge.

Aise hi aur bhi sare interesting articles pane ke liye CLICK HERE.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *