Ek APN setting ko apply karke kisi bhi phone mein internet speed chahe wo 3G SIM ho ya fir 4G SIM bahut increase Kiya ja sakta hai.
Agar aap apne phone ki internet speed se bahut jyada pareshan ho problem mein ho to just aap ek APN setting ko phone mein dalkar us problem ko solve karke apne phone se achcha khasa internet speed bhejun kar payenge.
Ek APN setting aap ke server ko change karke ek different server per aapko shift kara deta hai jisse use particular service per rahane wale logon ko hi achcha internet speed I mean maximum internet speed mil paye.
Ek achcha khasa internet speed wala Phone ek achcha khasa internet speed wala sim aapke din ki har ko kaam ko bahut aasan banaa sakta hai, jaise ki aap movies download karne jaenge to chutki mein aapka movie download ho jaega, pubg mobile garena free fire ya fir call of duty mobile jaise online heavy weight game khelenge to aapko minimum ping dekhne ko milega, agar aap online web series dekha karte hain tu bhi most important hai aapke phone per ek latest and maximum internet speed gain karane wala APN setting set Ho.
Aaj main aapke sath ek latest and most powerful APN setting to share karne hi wala hun uske sath sath ham log 1 DNS server ko bhi use karenge jisse aapko phone per aur bhi achcha wala internet speed Milana shuru ho jaaye. Chai aap kisi bhi jagah per rahte ho aapke area mein towers hai ya fir nahin koi fark nahin padta.
vaise to aapko Play Store ke andar bahut sara free wala DNS server mil jata hai but usmein se aaj ham log ek best DNS server ki use karenge jisse aapko actually main benefit ho.
How to Create a New APN?
To iske liye aapko sabse pahle apne phone ki setting option mein jakar sim card and mobile network option ko open karna hai uske bad aap sim select kijiye jis bhi sim per app is wale APN setting ko aap set karna chahte ho vaise yeh wala apn kisi bhi sim per kam karta hai ok.
To SIM select karne ke bad aap access point names option per jaaiye uske bad plus icon per click karenge to aapke samne ek form a jaega Jahan per aapko niche diye gaye APN ko aapko set karna hai step by step.
To APN set ho jane ke baad aapko aur kuchh nahin karna hai just aap niche diye gaye DNS app ko Play Store se download karo and install ho jane ke baad open karke activate kar do.
Iske bad apne phone ko aap check karke dekhna pahle se aapko bahut jyada internet speed milna start ho jaega vah bhi within a minute.
——————————————————————————
Name – Speed Bot SuperX
APN – speedbot/your sim name
Proxy – Not Set
Port – Not Set
Username – gamingxpower
Password – Not Set
Server – www.Google.com
MMSC – Not Set
MMS Proxy – Not Set
MMS Port – Not Set
MCC – (Do Not Change)
MNC – (Do Not Change)
Authentication Type – Not Set
APN Type – Default
APN Protocol – IPv4/IPv6
APN Roaming Protocol – IPv4/IPv6
Bearer – All Except 1 “eHRPD”
MVNO Type – None
—————————————————————————
Confusing ye haiki mera jio sim hai to main
speedbot/your sim name iske jaga me
speedbot/jio aysa likhu
Ya fir
speedbotjio aysa likhu
Op
Gimeng