100% Working Trick to Solve Pubg Ping Problem | Pubg Ping Fix 2021

Pubg jo ki one of the best and trending Android game mana jata hai 2020 mein but pubg khelte hue hamen kabhi na kabhi ping problem matlab network related problem face karna padta hai jo ki bahut jyada pareshani ki baat hai.

to aaj main aapko kuch top secret MIUI 11, android and IOS settings sikhane wala hoon jiska use karke aap pubg ping ko hamesha ke liye fix matlab 100% solve kar sakte ho and ine sabhi settings ko step by step aap ko follow karna padega tabhi a trick kam Karega ya fer aapka pubg ping fix hoga.

Secret Tricks No.1 – sabse pahle aapko pubg open karke setting option visit karna hai then I know ki aap sabhi logon ki tarah pubg ko maximum graphics setting karke khelte honge to aapko yahan per pubg graphic setting ko smooth kar dena hai and frame rate bhi aap high karke khelte honge to frame rate ko bhi aap ultra high se high kar sakte ho kyunki kabhi kabar dekha gaya hai device capability ke wajah se bhi pubg lag karta hai and aap samajhte ho ki pubg ping ke wajah se lag ho raha hai. to a setting pubg lag problem ko solve kar dega.

Secret Tricks No.2 – aab second jo trick hai o kafi jyada important hai har ek pubg ya fir kisi bhi online games ke liye jisko khelne ke liye internet service chahie rahata hai. iske liye aap setting option per jakar portable hotspot option ko open kijiye then aapko ek features milega connected devices naam se use option per aap tap kijiye uske bad aapko ek option mil jaega limit of connected devices karke use option per click karke aapko device limit 1 pe set kar dena hoga.

See also  After BAN Get 20 ms BGMI Ping All Time Using New Tricks | BGMI Ping Problem

Agar aap kisi Wi-Fi network se connect ho kar online games play karte ho to aapko a setting kar ke rakhna hai taki use Wi-Fi device ya fir use mobile se jisse aap Wi-Fi connection lete ho use device ke sath ek hi smartphone connect ho paye and aapko kam se kam pubg ping mile.

Secret Trick No.3 – Trick number 3 yah sabhi tricks mein se sabse behtarin tarike se pubg ping ko fix karne ke liye help karta hai aur ek trick behad kam ka hone ke sath sath bahut jyada use karne mein aasan bhi hai iske liye just aapko ek application download karna padega jo ki play store mein available hai net optimizer naam se.

Is application ko download karne ke bad open karne per aapko second tab per chale jana hai uske bad scanning button per click kijiye and scan hone dijiye. scan complete ho jaane ke bad sabse pahle jo bhi server rahata hai use per aap play kijiye and use server connect ho jaiye. aur main aapki jankari ke liye bata dun ek koi VPN application nahin hai yeah basically ek DNS server joki aapko best of the best pubg ping server find karne mein help karta hai. isase aapki pubg account ko koi bhi nuksan ya fir ban hone ka khatra hahin rahata hai. aur iske sath sath agar aap latest APN setting ko bhi use karenge to aapko aur bhi behtarin pubg ping milega.

Download Link Generated

You have to wait 15 seconds.
 
See also  Lag Fix Free Fire 1GB RAM? Try New Trick [100% Working]

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top